Kaha SMS Messages1166 messages

Kuch Dur Hamare Sath Chalo
Hum Dil Ki Kahani Keh Dain Ge
Samjhe Na Jise Tum Ankhon Se
Woh Bat Zubani Keh Dain Ge
Pholun Ki Tarah Jab Hounton Pe
Ek Shokh Tabassum Bikhre Ga
Dheere Se Tumhare Kanoun Mein
Ek Baat Purani Keh Dain Ge
Izhare-E-Wafa Tum Kia Jano
Iqrar-E-Wafa Tum Kia Jano
Hum Zikr Karain Ge Ghairun Ka
Aur Apni Kahani Keh Dain Ge
Kuch Dur Hamare Sath Chalo
Hum Dil Ki Kahani Keh Dain Ge
Samjhe Na Jise Tum Ankhon Se
Woh Bat Zubani Keh Dain Ge
Pholun Ki Tarah Jab Hounton Pe
Ek Shokh Tabassum Bikhre Ga
Dheere Se Tumhare Kanoun Mein
Ek Baat Purani Keh Dain Ge
Izhare-E-Wafa Tum Kia Jano
Iqrar-E-Wafa Tum Kia Jano
Hum Zikr Karain Ge Ghairun Ka
Aur Apni Kahani Keh Dain Ge
Jis ghari teriyadon ka sama hota ha,
Phir humein aram Kahan hota hay,

Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka,
Kaam sadiyon ka hai, lamhon main Kahan hota hai
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne Kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”
Small love story

Gali se ek ladki guzra karti thi

Uske chehre par naqab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shayad woh use dilo jaan se chahata tha

Woh use baar baar kehta

"Muh se naqaab hata do apna chaand sa mukhda dekha do".

Par ladki ne muh se naqaab na hataya Ladke ko apna chehra na
dikhaya.



Kayi din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya

Ladki kuch pareshan si rehne lagi

Kisi tarah poochte poochte woh uske ghar pohochi.



Padosiyon ne Kaha " Mohtarma, aap ko aane main thodi der ho gaye us
deewane ke to saat roz pehle hi maut ho gaye".
AIK SHEHER MAI AIK LARKA THA JO SCHOOL MAI 9TH MAI PHARTA THA, WO KISI LARKI SE BOHAT PYR KARTA THA 8TH SE, AIK DIL CLASS MAI OSNE KOI CHEEZ PHENK K DEE TO OS NE BAREY PYA SE Kaha "SORRY" os sorry ne osko devana bana dia, wo os jumle ko roz hr waqt hr ghari yaad krta tha, wo osko dil o jan se pyr krta tha, ajab ke baat ye hai wo os k baad shaeri bhe krne laga or wo os par saheri krta tha, wo os ko dil he dil mai pyr krta hai aur zndagi k akhri snas k akhri sec tak krta rahega,

magar wo osko keh nahin sakta q k wo bareeeeeeeeeeeeee beyrehem hai,

"aap dua krna k wo osko mil jae plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz"
wo larka mai hou yaneee mera naam hai love
Mohabbat ka asar hoga galat fehmi main mat rehna
Wo badlay ga chalan apna galat fehmi main mat rehna
Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main loot aaon,
Magar ye bhi usay kehna galat fehmi main mat rehna
Tumhara tha tumhara hoon tumhara hi rahoon ga main,
Meray baray main is derja galat fehmi main mat rehna,
Wafa ka ehad tuta hai ab chup chup k rotay hoo,
Tumhain main nay Kaha tha na galat fehmi main mat rehna.
Bina Jurm-o-Khata, Khood ko koi aisi Saza Dena
Boht Mushkil hai Meri Janaa!! Tumhein bilkul Bhula Dena
Mere Maula! agar Tuu ne dubara Zindagi Bakhsi
To bus itni Guzarish hai, Mujhe Patthar bana dena
Mai Zehni tor per Khood ko zara Tayyar kar loongi
Bichar jane se kuch pehley HAMDAM bata dena
Tumhari ye Shararat aaj tak naqsh hai Dharkan per
Dabe paoon chale ana, Mera Jhumka hila dena
Phir is k baad jis k paas b jao, ijazat hai
Mujhe ek baar apne Naam ki Mehndi laga dena
Faqat itna Kaha tha na?.. Mujhe kuch Roshni dedo
Tumhein kis ne ye Bola tha, Meri Basti jala dena
Jise Barish k paani mai baha ker Muskhurate the
Mujhe Kagaz ki wo Kishti zara phir se bana dena
Umar bhar phir Tumhara Rasta takne se acha hai
Tera dard tha, teri yaad thi,
Main jahan raha, main jidher gaya,
Mera din tu yunhi guzar gaya,
Junhi sham hoi main bikhar gaya,
Is abar ka mere yaar say
bara milta julta mizaj hai,
Kabhi tot k baras gaya,
Kabhi berukhi say guzar gaya,
Jab main chhor donga wo gali,
Usay yaad aay gi tub meri,
Dhondhay ga wo gali gali,
Usay milay gi khaber K main mar gaya,
Abi tang hai wo meray naam say,
Mere baad wo aye ga, dosto.
Tumhe ko rook k pochay ga wo,
Wo Kahan pe ha?
Wo kidher gaya?
Usay milay gi khaber k mai mar gya.....
Ab kiya likhein hum kagaz par
Ab likhne ko kya baqi hai
Ek dil tha so wo toot gaya
Ab lutne ko kya baqi hai
Ek shaks ko hum ne chaha tha
Ek rait pe naqsh banaya tha
In rait k zaron ko hum ne
Phir apne dil mein sajaya tha
Or rait to kab ki bikhar gae
Who naqsh Kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay
lafzon ka baan kar taj mahal kagaz par sajaya kartay they
Wo hum ko akela chor giya
Sab rishton se mouh mor giya
Ab rishtay sare sonay hain
Who pyar Kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
kuch bholi bisri yadaian
kuch piyari piyari baatain hain
kuch kisey un ki chahat k
kuch lafaz piyar muhabbat k
kuch khas nahi hai mera piyar
per itna aam bhi naa samjhoo
woh dunia ki shikayat kerta hai
per piyar woh mujeh sey kerta hai
us ko nahi maloom mager
woh kho jay ga ik din jab
hum praymi loog hi chahain gay
woh phir sey Kahain aabad to ho
woh aansoo aansoo roey ga
jab chahat hamari tarsaye gi
tab hum bhi Kahaian gay ab jana
woh yaadaian to diwani thin
woh jhota kisa tha sara
hum ko tum sey piyar nahi
Na rahi aaj wo apni Kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka
paani...