is tarah sataya hai pareshaan kiya hai goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai
Yaad kar ke Mujhe Taqleef to Hoti Hogi...
Aik Qissa Hoon Puraana sa Bhula De Mujh ko...
Dubte Dubte Aawaaz teri soon jaaoon...
Aakhri Baar Tu Saahil se Sada De Mujh ko !!!!