Kaha SMS Messages1166 messages

Bheed mein reh k bhi khud ko to main tanha paoon
Kon hai mera siwa tere main Kahan jaoon ?
apne hathon se nasheman ko jla loon kaise
main tujhe is dil se is dil se nikaloon kaise?
ashk palkon mein chupa loon kaise?
Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha

Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne nibahna hi nahi tha

Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha

Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to aana hi nahi tha

Aik rasta bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main KahaN kOi thikana hi nahi tha

Ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare "SHAYAR" ko jana hi nahi tha
Yeh Ansoo

Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
Yun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo ,
Dard itna hai saha, khaali ho gaya samandar ashkon ka
Jaane Kahan se aankhon main bhar jaate hain ye aansoo,
Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo ,
Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo.... !!
Jane Kaha tha or Kaha aa gaya!
duniya me bankar mehman aa gaye!
Abhi to zindagi ki kitab puri padhi bhi nahi aur jane kitne imtihan aa gaye...
Tufano me jindagi ko panah Kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe Kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
Magar wafadar MUMTAJ Kaha milti hai
Kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane
na tumko koi samjhe
Na humko koi jane

Hum kuchh aise nirale hain
Dil jo bhi kahe wo kerte hain
Hum dekh ke jinko jinda hain
Sach kahoon to un pe murte hain
Hum agar hain manchule
To wobhi hain ek Diljule
Jeewan ki raah men jo door chule
Wo yaad karenge humeN
maan ke kuchh bhi

Mana honge hum Kahain
aur tum kahin koi ghum nahin
Jayen chahe hum kahin bhi
Yaaden aayengi wohi haseen
Yaaden jub aayengi
Aise kuchh chhayengi
Beete huwe din raat ki tasweer layengi


kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane ho
Na tumko koi samjhe
Na humko koi jane
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.

Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt Kahan le jayega
Ae Khuda tu ishq na karna ,
varna khub pachtayega,
hum to mar k tere pass aa jate he,
lekin tu Kaha jayega...................
Talaash karo koi tumhe mil jayega !
Magar hamari tarah , tumhe kaun chahega !!
Jaroor koi chahat ki nazar se tujhe dekhega !
Magar Aankhein hamari Kahan se laayega .... !!
Raat ko pocha mujse chand sitaro ne
tumko bhula diya tere jigri yaro ne.

Maine Kaha k bhule nhi hai faryad to karte honge,
mera sms padh k yaad to karte honge.

Written by Piprani
Tod diya dil humara unhone kitne baar,

aur Humne joda use baar baar,

Unhone Kaha tuta dil kis kaam ka,

humne Kaha zara dekho gaur se,

isme hai chehra sirf aap ka.
Tujh pe likhna shuru Kahan se karu,

Ada se karu ya haya se karu.

Tu itni khubsurat hai aye jane Gazal,

Mumkin hai teri tarif zubaa se karun.