Kaha SMS Messages1166 messages

Na Janay Khoobsorat kis Qadar THA WOH ALI ZADA(A.S)
Farishtay Deakhny Aatay thay US AHSAN NAMAZI (A.S) KO
jahan pe QASIM O AKBAR , SAJJAD JESE THAY
Wahan QAMR e BANI HASHIM Kaha Jata tha GHAZI (A.S) ko.
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien Kahan apna guzara hoga''''
Us Roz Ek Ghair Bhi Apna Laga Mujhay
Us ne Kaha HUSSAIN to Acha Laga Mujhay

6 Mahh Kay Sagheer Nay Kia Kad Barha Lia
Aur Woh Jo Hurmala Tha Woh Bacha Laga Mujhay
Kitni Bulandiyoon pai hai Eaiwan-e-FATIMAH(S.A)
Roouh-ul-Ameen hai soorat-e-Darban-e-FATIMAH(S.A)
Hasil Kahan demagh ko Irfan-e-FATIMAH(S.A)
Khuld-e-Bareen hai Naqsha-e-Imkan-e-FATIMAH(S.A)
Kuch is liye bhi mujh ko Tilawat ka shauq hai
QURAAN hai lafz lafz, Sana Khwan-e-FATIMAH(S.A)
Manaoo jashan k kaabay me Ali arahey hain
Khudda k ghar say botoon ko bhaga rahey hain
Dewar e kabba nay haans k Kaha khudda ki kasam
Mujhey Ali tawaaf k qabil bana rahey hain
WafA jIS kA Parha Kalma, Use Abbas Kehte Hein

Jo Hai Shabbir Ki Quwat, Ali Ko Naaz Hai Jispar

Jise Zahra Kahain Beta, Use Abbas Kehte Hain
Munker kMunker ke dil pehe dil peh zarb-e-Khuda Ya Ali (A.S) Madad
Momin ko kibriya ki ata Ya Ali (A.S) Madad

BismilAllAh jis ne jab bhi Kaha Aur jahan Kaha
Darasal us basher ne Kaha Ya Ali (A.S) Madad
Jab Gehwaaray Me Haider ne Jab Qallae A''jdar Cheera Tha

Taereeek Nahi Ki Bete Ki , Imran ne Bas Itna Kaha

Teri Zaat Paak Hai Kibriya , Teri Shaan Jalla Jalalahu
Maa''n Ne Kabhi Marhab Ki Ye Marhab Se Kaha Tha

Tu Laakh Bahadur Hai Magar Us Se Na Larna

Maidan me Aajai Agar Koe Ye Keh Kar ...
HAIDER HOON ME HAIDER
Kahani Bana lo Latifa Bana Lo,
Jahan Milke Baitho Sakifa Bana Lo,
Agar Chahte ho Kufr Maut Marna,
Jise Chahe apna Khalifa Bana Lo
Mazahar_e_sanat_wahadat ko Ali(a.s) kahtey hain
Waris_e_ilam_e_nabwat ko Ali(a.s) kahtey hain
Sun k farman_e_mohamad(saw) phir Kaha hum ney
Hum to ALLAH ki ibadat ko Ali kahtey hain
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko
ye Kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny
hay pisar qasim hassan ka fatima ki gaud me
Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me