Kaha SMS Messages1166 messages

Faraz Ne Mujh Se Kaha,
Yaar Main Ro Raha Hon.

.
.
.
.

Maine Kaha..

Bhaar Main Ja Kaminay.

Main So Raha Hon. :-)
Ye jo sakht raston pe bhi aasan safar lgta hai…
Ye mjh ko MAA ki duaaon ka asar lgta hai…
Aek muddat hui meri MAA nai soyi Tabish…
Mein ne ik baar Kaha tha k mjhe darr lgta hai…
Wo Exam Mein Betha Dosto'n K Muunh Hi Dekhta Reh Gaya

"Faraz"

Kyun K Usne Khud Hee Kaha Tha K
"Mujh Per 1 Ehsan Karna, K Mujh Per Koi Ehsan Na Karna"
Pthan rail ki patri pe leta tha.

Dost ne Kaha kya kr rahy ho?

Rail guzri to mr jao ge.

Pthan: Abi upar se jahaz guzra, kuch ni hua,
Rail kya cheez hy..?
1 Shekh mrty waqt: Begum Tum Kahan ho..?
Begum: Ap k pas..

Shekh: Aur mery bchy..?

Wo b ap k pas hain..

Shehk:tO phr sth wAly kmry ka pnkha Q chL rha hy..!!!
"MilNay Ka Wada Un K Mun Sy Nikal to Gya...
*
*
*
*
*
Poocha Jaga To Hans K Kaha Kwaab me Aajana..
*
(',')dekha kitni
<))\funter
_l?bachi hy yaar..
Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi
Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barsoon Say
Jayo So Jayo Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Yeh Praishan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay
Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Lakh Moujoun Main Ghira Hun, Abi Dooba Tow Nahi
Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Qabr Say Aaj Bhi ‘Mohsin’ Ki Aati Hai Sada
Tum Kahan Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi
Marnay k bad meri ye Kahani likhna
Kese hui Barbad meri ye Jawani likhna
Ye likhna usay Intizar bahot tha kisi ka
Aakhri saans ki kesay hui Rawani likhna
Jo Qasmain khai thi us ne Piyar me
Un Qasmon ki kya hui us per Mehrbani likhna
Khaber he Kaha thi k tum sy itni Muhabt ho jayie
k tum sy ek pal b door na rha paye gie
itni ulfat ho jayie gie tum bulao ya na bulao
hum khud he jana tumhry pass chaly ayie gy
Wohi izhar kafi tha
Tumhe ik din Kaha tha jo
K tum se piyar karte hain
Wo lamha bhool q bethe
Wo jumla bhool q bethe
Abhi tajdeed mango ge
Meri belos chahat ki
Tumhe ek bar phir se who
Mohabbat na mile shayad
Ye jo tum rooth bethe ho
Tumhari kam nighai hay
Tumhe gar piyar karna tha
Hamare sath chalna tha
Wo ek izhar sun lete
Wohi izhar kafi tha
Tumhe ek din Kaha tha jo
K Tum se PYAAR karte hain
Utray Jo zindagi Teri Gehraiyon Mein Hum
Mehfil MEin Reh k b Rahy Tanhaiyon Mein Hum

Isy Deewangi NahiTo OR Kya Kahain
Pyar Dhondty Rahy perchaiyon Mein Hum
Kahan milti hai wafa in matti k haseen insanoon se
yeh log bina matlab k KHUDA
ko b yad nai kerty