Agar Koi Yeh Chahay k Woh Dunia Main Sub Say Alug Nazar Aiay... Woh Jahan Bhi Jiay, To Loog Ussi Ki Taraf Daikhain To Ussay Chahiay k.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Apni Gardan Utarwa k Chala Phira Karay......
Ek pehalwan ne ek mehfil me sirf 1 limu se pura 1 glas bhar k juice nikal kr sb ko heran krdia & challang kia k asa koi or kr k dikhae
Sb ne haar man li phr ek kamzor se admi ne nichory hue limu se 1 glass juice nikal kr pehalwan ko b herat me dal dia
Pehlwan: ap b kia pehalwan ho?
Admi: mai memon hun ;->
''Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.''
Wife : " Suniye ji ! Apki Aziz Dost ghalat larki se shaddi kar raha hai . Aap Usey Roktay kyun nahi ?"
Husband : " Main Kyun Roko? Aus Ne Mujhe Roka Tha Kiya ?? "