Sardar k donon kaan jal gaye, Doctor: Tumhary kaan kaise jal gaye? Sardar: Main Qameez Istri kar raha tha k Phone aa gaya, main ne ghalti se Phone ki jaga Estri kaan se laga di Doctor: Doosra kaan kaisay jala? . Sardar: Paa Jee ! Ambulance nu v te phone karna c...!
Dentist Ki Beti B.F Se: Aj Kitna Acha Moqa Tha Tm Mere Dad Se Shadi Ki Baat Krskty Thy.
Larka: Bs Aj B Mera Hosla Nhi Hua. Khmoshi Se 1 Or Dant Nklwa Kr Agya...