''1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
Phir Uski Behan Ka phone Aya,
Pathan Or B ziada Rone Laga
Logon Ne Pucha,kya hua?
Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
Santa apni biwi k offic gaya to dekha Boss k godi me baithi dictation le rahi thi.
Santa-Chal Laajo,aisi jagah kam nahi karna jahan staff k liye kursi b na ho!.