''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Ek baar ek cyclewala doodh ki kitli lekar ja raha rehta hai! Aur jate jate use rasste main bahut traffic lagta hai, thoda time hone ke baad woh kitli main se saara doodh pee leta hai!!!!!!! Kyun?
.
.
.
.
Socho
socho
.
.
.
.
.
.
Are thoda aur socho!
.
.
.
.
.
.
Nahi jam raha ,
chalo thik hai main hi bata deta hun!!!!!!!
.
.
.
.
.
Kyun ki peeche se saare vehicles .....
Pee Pee Pee karte hai , Isliye woh saara doodh pee jata hai
If I was an artist,
you would be my picture!
If I was a poet,
you would be my inspiration!
If I was an author you would be my story!
But I''m only a cartoonist!