kuch bholi bisri

kuch bholi bisri
kuch bholi bisri yadaian
kuch piyari piyari baatain hain
kuch kisey un ki chahat k
kuch lafaz piyar muhabbat k
kuch khas nahi hai mera piyar
per itna aam bhi naa samjhoo
woh dunia ki shikayat kerta hai
per piyar woh mujeh sey kerta hai
us ko nahi maloom mager
woh kho jay ga ik din jab
hum praymi loog hi chahain gay
woh phir sey kahain aabad to ho
woh aansoo aansoo roey ga
jab chahat hamari tarsaye gi
tab hum bhi kahaian gay ab jana
woh yaadaian to diwani thin
woh jhota kisa tha sara
hum ko tum sey piyar nahi
  

Jun, 11 2010     530 chars (4 sms)     3056 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

I sent my cares 2 the wind n asked the wind to pass them 2 u,
when u feel the wind blowing against ur face
thatz ME saying....
Take Good Care,
I MISS U........
UNHE KISSA-E-GAM SUNATE SUNATE
KATI RAATEIN AANSU BAHATE BAHATE

KAHI BUJH NA JAYE CHIRAAG-E-TAMANNA
CHIRAAG-E-MOHABBAT JALAATE JALAATE

KISSI KO KHABAR HI NAHI LUT GAYAA HU
MOHABBAT KI DUNIYA BASATE BASAATE

KEHDE KOI UNSE.....
WO KHUD BAAZ AAYE APNE SITAM SE
HUM THAK GAYE HAIN MANATE MANATE.
"i REALLY MISS U"
Milne ki tamanna lekar aaya hai SMS,
Chehre pe smile ki tamanna lekar aaya hai SMS,
Bhule nahi aap hame Aye dost,
ye yaad dilane aaya hai ye SMS
I wil yad u very zyada
U b yad me bht much
U r very zyada gd dost of me
I thnk im b boht acha frnd of u ka
So plz dnt bholna me ko
Me also kadi v nai 4get u ;->
us ne mehsoos bhi na honey diya....yun kahani ka rukh moor diya...milney julney main ki kami pehley...phir rafta rafta hamein hi choor dya
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain
Iss Tarah Judai Ka Gham Mitaa Lete Hain

Kisi Tarah Zikar Ho Jaye Unka
To Hans Kar Bheegi Palkein Jhuka Lete Hain
Have a heart that never hardens
have a smile that never fades
have a touch that never burnt
and have friendship that never breaks
Koi Sham aati hai teri
YAD lekar.


Koi Sham Jati hay teri
YAD dekar.


Mujhe to intezaar hay us
Sham ka.


Jo Aaye Tujhe Sath Lekar!!
Country music stars stress importance of CMA Fest
Who ruthe humse hum manane chale,
Manana nahi aata yeh bhul hi gaye.
Manana humne kabhi sikha hi nahi,
Kya kare humse yu pehle koi rutha he nahi
Tujhi Se Hy Meri Hr Khushi Ka Manzar
Tujhi Se Hy Meri Umeed-E-Sahr
Tu Hi Hy Mera Raah-E-Rahbar
Nahi Sath Tera To Chhaai Hy Tanhai Hr Soo
Kiya Bahr-O-Barr, Kiya Arz-O-Abbarr
Press down if you miss me
.
.
.
So U Miss Me
.
.
.
Ok You Can Stop
.
.
.
Still Pressing
.
.
.
Well, I miss you too.i am realy miss you mery jaan. where are u? and what are you doing?