Jana SMS Messages694 messages

Thera Hosan Hai,Mere Zindagi,
Thera Eshiq Hai Mere Shaeri,
Thoon Tarashi Hai Mere Kheraloon Main,
Mere Aath Main Thera Aath hai,
Rahie Umer Bhar Yei Bekhudi,
There Sadagi Ithni Azeem Hai,
Thoon Fareen Hai Aa Tojhe choomloon,
Thoon Janat Ke Hoor Pari,
Jahan doreyoon Ko Qarar hai,
Yeie Anjuman Hai Bhar Ke,
Thoon Aaena Hai Kamal Ka,
Thoon Ye :akpan Hai Kamal Ka,
Khabi Thoon Hai Jane Musawary,
Thera Hosan Hai Mere Zindagi,,
Hum woh bay derd hain
Hum woh bay derd hain

khawab ganwa ker bhi jinhain neend aajatai hai.......

sooch sooch ker b jink zehnon ko kuch nahi hota....

toot phoot k b jink dil dharak na yaad rakhtay hain....

hum woh bay derd hai...

toot ker roonay ki kosish main jo..

baaat bay baat muskurata hain...

sham say phelay mer Janay ki khahish main jo...

jeetay hain ,

aur,
jeetay chalay jatay hain.....
Tumhay Daikha Nahi ,, Jana Nahi,,
Phir Bhi Lagta Hy,,
Qabeela Aik Hy Apna……


Wohi Dard-E-Judai Hy,,
Wohi Bheegi Hoi Palkain,,
Naseeba Aik Hy Apna…….


Kisi Sy Kuch Nahi Kahna,,
Koi Shikwaa Nahi Krna,,
Qareena Aik Hy Apna……


Kisi Ki Yaad Sy,,
Wirana-e-Dil Jagmaga Lena,,
Khazeena Aik Hy Apna……


Yaqeen Ki Aakhri Hud Tak
Milan Ki Khushgumani Hy
Nateeja Aik Hy Apna.....;->
Main Ikswin sadi main Jana chaun ya na Jana chahun,is say kya farq parta hai?waqt ka seel rawan,chahton ko bahata howa,sapnon ko dabota howa,ankhon ko bhigota howa,in masafton tak lay hi jaega jinhain abhi daikha nhi,main chalun ya na chalun,main rukun ya na rukun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone say kya farq parta hai?waqt ka karwan to rukta hi nhi.ye chalta hai aur chalta hi rehta hai...dam tori biswin sadi bohat saray dukhon ko meri sanson ki mala main paro ker guzarti chali gai aur main mahi bay aab ki tarhan,dard k kinaray par khara,kisi maseeha ka muntazir tha.
Kitni ajeeb baat hai k
wahi jo bachpan main
chiria k ghonslay say
girnay walay bachon ko daikh ker
bay chain ho jatey hain
aur pankhay say takra kar
mar Janay wali chiria k sog main
kai kai ghantay udaas rehte hain
wahi baray ho kar na Janay
kyun aashyanay jala daitay hain?
Jab bhi chaho mere khawabon main chali aana,ho k shamil meri sanson main,meri rooh main utar

Jana,tume ijazat hai jab bhi chaho,chandni ban k mere kamray ki khuli khirki say qadam

barhati hoi ahista ahista dabay qadmon say chali ana,main us roz dua krunga,wo shab jo

tumhare sath basar ho,kisi bhi tore agli sadi say kam na ho.
Barishon k mosam main.waqt k andhairon main,mene us say pocha tha.Chor to na jao gay?Hath thaam kar usne ye bola tha??kaise chor sakta hon?Tum to jan ho apni?aur aaj aisa hai k waqt ki tamazat main..Vehshaton k mosam main..main nay uss say pocha .. chor k hi Jana tha muskrati galion main to aas kyun jagai thi..?mere in sawalon par na wo chonka,na thehra..chaltay chaltay itna hi kaha bus..Mosam k khail hain.sab waqt ka tagayur hai.
Kya bataun ye qayamat kya hai,

Maine ghabra ke kaha rooth Jana tera.

"Maut kehte hai kise", jab mujhse pucha,

Maine ankhe jhuka kar kaha chod Jana tera.
Zindagee ki raahon main
Ek lamha lagta hai
dil kisee pay anay main
mujh ko bhi mila tha woh
jis ko dekhtay hi dil
betahasha dharka tha
mujh se keh raha tha woh
tum se pyar hai mujh ko
muskura kay main nay bhi
phool le lia us say
haath haath main le kar
pyar kay ata karda aasman pay hum dono
chahtay thay saath urna
aasman pay jeevan bhar koi urr saka hai kia ?
haath haath se choota
Ek sitara jo toota
tab khabar hui mujh ko
Ek lamha lagta hai
dil kay toot Janay main
aur Umar lagti hai
kirchian uthanay main
mujhay fursat hi fursat ha..
mujhay fursat hi fursat ha..
saweirey jald uthna ha..
na shab ko deir se sona..
kahein baahir nahi Jana..
kisi se bhi nahi milna..
na koi fikr laahaq ha..
na koi YAAD baaqi ha..
magar ye aakhri misraa..
zara sa jhoot lagta hai..!!
tumhin kis nay kaha tha
dopahar kay garam souraj ki taraf deekho
aur itni dier dekho !!
kay beenaye pighal jaye!!!

tumhin kis nay kaha tha???
aasmaan say toot ti andhii uljhti bijlyon say dosti kar lo


aur itni dosti kar lo
kay ghar ka ghar hi jal jaye

tumhin kis nay kaha thaa??
kay aik anJanay safar main
ajnabi rah rooo kay hamraah door tak niklo
aur itni door tak



kay woh rasta badal jaye
Mujhe khabar thi
zamana chahay bura hi samjhe
bhalay se ghar main mukhalfat ho
tumharay logoN ko na-pasand ho
tumhaiN to mujh per yaqeen ho ga
magar mujhay kuch khabar nahi thi
tumhari aaNkhoN ki unsiat bhi
ik aJanabiat se dekhti hai
ye waqt mushkil tareen hai na
suno!
main majboor ho gaya hooN
ye sochne per......... ye poochne per
tumhain to mujh per yaqeen hai na??...