Jana SMS Messages694 messages

aKser ChAnd Sitary MuJ sAy PoCha KerTay Hain
Kay ,
Kya aj bhi tumay intezar hai
Aus kay lot anay ka
Or mera Dil ,
Her bar muskara ker kha deta hai

Mujay to aj bhi yaqqen he neahi hwa aus kay Janay ka
Rakhay khuda nay do rastay mujhay azmanay k liye
Woh chor day mujh ya mein chor doon usay zamanay k liye
Kaisay maang loon rub say usay bhool Janay ki dua
Hath uthtay nahi hain dua mein usay bhool Janay k liye
Nahi ki zindagi mein meinay koi bhi neki
Par parhi hain chhup k kuch namazein usay panay k liye
Nahi hai tu na sahi who qismat mein meri
Par aik mauqa to day usay ay RAb yeh aansu dikhanay k liye
APNE HONTON PAR SAJana CHAAHTA HOON
AA TUJHE MEIN GUN-GUNAANA CHAAHTA HOON

KOI ANSU TERE DAMAN PAR GIRA KAR
BUND KO MOTI BANAANA CHAAHTA HOON

"THAK GAYA MEIN KARTE KARTE YAAD TUJH KO"
"AB TUJHE MEIN YAAD ANA CHAAHATA HOON"

CHHAA RAHA HAI SARI BASTI MEIN ANDHERA
ROSHNI HO GHAR JALAANA CHAAHATA HOON

AKHIRI HICHKI(HIDCHKI) TERE ZANOO PE AEY
MAUT BHI MEIN SHAYRAANA CHAAHTA HOON
ABI WO DARD BAKI HAI..
AGARCHAY WAQT MARHAM HAI..
MAGAR KUCH WAQT LAGTA HAI.
KISI KO BHOOL JanaY MAIN.
DOBARA DIL BASANAY MAIN..
ABI KUCH WAQT LAGNA HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI..
MAIN KAISAY NAEE ULFAT MAIN..
APNI ZAAT KO GUM KAR DON..
K MERAY JISM-O-WAJDAAN MAIN...
ABI WO FARD BAKI HAI...
ABI US SHAKS KI MUJ PAY NIGHAH-E-SARD BAKI HAI...
ABI WO ISHQ K RASTOON KI MUJ PAY GARD BAKI HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI
Tumharay dam se thay sab rang o noor sab kaif o suroor
Tumharay baad tu sooraj ne aag bersaii
Kia khabar kon si zanjeer teray pairon main thi
Jo nibhaye nag aye piyar k waday tujh se
Wo jis ne khuaab bichaye thay teray rastay main
Wo shaksh ab bhi teri rah guzar main betha hai
Ja mujh ko agar chodd k Jana hai zaroori
Haathoon main teray haath hain zanjeer nhin hai
Kanton Se Guzr Jna Sholay Se Nikal Jana
Phulon Ki Bsti Me Jna To Sambal Jna
Woh Shaks Bhala Mra Kya Sath Nibyega
Musam Ki Trah Jis Ne Sikya hai badal jna
Woh jo milta hai bhula deta hai
Janay kia bat hai dil usko dua deta hai
Woh mujhay pyar say rotay mein hasanay wala
Yad ata hai tu hanstay mein rula deta hai
Kabhi jo dekhni ho meri mohabbat
Tu mri chahaton mein aa Jana
Kabhi jo karni ho mujhsay batein
Tu meri yadon mein aa Jana
Kabhi chaho mehsos karma pyar mera
Tu meri aankho mein aa Jana
Kabhi jo sun nani ho awaz meray dil ki
Tu meri dharkano mein aa Jana
Kabhi jo pao khud ko akela sa
Tu meri rahon mein aa Jana
Kabhi jo so na pao meri yaad mein
Tu meray khuwabon mein aa Jana
Bhul ...se Agar/////,, Bhul... Hojayegi..
Bhul.... Samjhkar ,,Bhul...Jana..Magar ,,,,Bhul,,,na
sirf ,,Bhul...ko,,,Bhul...se hame Mat ,,,,Bhul....Jana....//./../.,/.,
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus

Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus

Ab in main koi khwab saJanay nahi mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bus

Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus.
Badal sa gaya kuch, na rahe ab wo hum
Kho gaye khayal, toot gayi hai qalam

Chalte chalte liya waqt ne yoon mod
Ja rahe the kahin, chal diye kahin hum

Na kehne ko kuch, na sunne ki khwahish
Har jazbe se khaali jaise ab hue hum

Askhon ka samundar ufan raha hai dil main
Khusk hain lekin, nahin hain aankhen nam

Kho rahe hain purane, jud rahe naye rishte
Waqt de raha hai ek naye insaan ko Janam !
Kabi tamana k rastoon par
Nikal paro tou khayal rakhna
Hawain, badal,fizain, mousam
Khayal chahray badal badal kar tumhain milain gay.
Tum lamha lamha badaltay Rangoon k sokh dhokay main a na Jana.
Aur apni aankhain kahein khala main ganwa na aana.
K aisa na ho jo khoab totay.
Dhanak dhanak ka sarab totay.
Tou jism-o-jan pay azaab totay.
Aur tum ba mushkil
Laraztay hathon main kirchi kirchi badan sambhalay zameen pay utro.
Kahein bolandi pay charh k doobti hoe nighahon say wapsi k nishan dhoondo.
Ujar gaya jo jahan dhoondo.
KAHEIN AISA NA HO.
KHAYAL RAKHNA……….!!!!!!