Jana SMS Messages694 messages

Udas mat ho Dost....
dono milkar dubara ZANZEER film banayenge...,
Tum BIG B ban Jana Hum PRAN ban jayenge...,
Dono yaari hai imaan gana gayenge...,
Agar film flop bhi ho jati hai to bilkul na ghabrana.
Dono station par chay ki dukan chalayenge.
Tum chay banana aur ham chay chay chilaye ge magar DOSTI to NIBHAYENGE.
"D" Se Dosti
"D" Se Dushmani
"D" Se Dard
"D" Se Diwangii
"D" Se Dillagi
Par "D" Se Itne Duur na Jana
k
"D" Se Dum Nikal Jaye
Samjhe "D" Se Dear :)
Whn U Win, Evr1
Takes Pride In
Celebrating Ur
Victory
But Whn U Lose
Onlt True Frnds
Hold Ur Hand
Sit By Ur Side
& Say














"Jahan Jana Zaleel
Hi Kerwana" ;->
Hum to kuch dair k liye lete thy "Faraz", Kisi Anni dy Puttar ne Janaza perha diya
Pehle Bacho''n Ko Daily School Jana Parta Tha


Lekin Ab KhudKash Dhamake Aur Leaderz Ki Amwaat Ki Waja Se

School Band Rehte Hyn . . .

Farq Tou Para Hy

Bache Bache Ka Naara


"Geo Musharaf" ;->
Ek Chotta Sa Afsaana

Zindagi Me Pheli Bar 31 May Ko Main Ne Apni Pyari Si

Girlfriend K Sath Date Pe Janay Ka Socha,Zehar Khanay Ki Dhamki Pe Ussay Razi Kya 0r Theek 12:00

Baje Ka Time Diya But Meri Bad-Qismati Dekho Poray Pakistan Me

31 May Ko 12:00 He Nhi Baje Aaah!

Jeeney Do

Musharaf
Ashoor ka dhal Jana, Sughra(A.S) ka wo guzar Jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar Jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher Jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar Jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar Jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar Jana
Nam-e-ghazi se khushbu-e-wafa aati hai.
Un k rozy sy Ya Hussain(A.S) ke sada aati hai.
Jab b bathay hain hum ABBAS kpercham k tale.
Aisa lagta hai Janat ay hawa aati hai.
Kaeb-o-Bala Naseeb Se Jana Naseeb Ho

Phir Laut K Wahan Se Na Aana Naseeb Ho

Aisa Dar-e-Hussain Pe Sajda Ho Aakhri

K Mujh Ko Apna Sir Na Uthana Naseeb Ho
Na Janay Khoobsorat kis Qadar THA WOH ALI ZADA(A.S)
Farishtay Deakhny Aatay thay US AHSAN NAMAZI (A.S) KO
jahan pe QASIM O AKBAR , SAJJAD JESE THAY
Wahan QAMR e BANI HASHIM Kaha Jata tha GHAZI (A.S) ko.
Ya RAB ye iltimaas hai teri Janab mai
Mujh ko mila day KHAK-E-DAR-E-BOOTRAAB mai
Baad-e-namaaz daikhtay hain yun idher udher
gardan phansi ho jaisay KHUDA ke azaab main

para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naaJanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain