Isha SMS Messages244 messages

(GhAzaL)
Fasly To Pyar Ki "Pehchan" Howa Krty Hein

Na Jany Q Log "Preshan" Howa Krty Hein,

Ye Haqeqat Hy K Jahan Toot K Chaha Jaye,

Wahan Bichrny K "Imkan" Howa Krty Hain,

"Muhbt" B Tofan Utha Deti Hai Dil Main,

Phr Rasty Sunsan Howa Krty Hein,

Dil B To Ek Ghr Hai Jo Kbi Bsta Hai

Ujry To Phr Jesy Khali "Makan" Howa Krty Hein

Bhichry Kbi B Lout K Nhi Aaty
.SAQI.

Bas Fqt "Yadon" K Kuch "NIshan" Howa Krty Hein...:
Masoom mohbbat ka itna sa fasana ha
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye IshaQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..
kh0whiSh-e-Ishaq b bhar p00r Saza
daiti h

aag ban kar j0 jawani k0 jala daiti h

itna b na t00t kar Chah00 kiSi k0

itni Chaht b M0habat k0 gira daiti
4 NIshania'n
Ahl-e-Jannat ki aur
NABI ki
Sunnat bhi

1: Muskurata Chehra,

2: Narm Zuban,

3: Reham krny wala
Dil,

4: Attaa krny wala
Haath ...
rozana ki bhag daur mey hum sub yehi intzar ker rahey hain k hamari zindagi ka ek din essa aaega jab hamari tamam khuwaIshain poori hojaengi,
haan din to aaega, zaroor aaega, magar khatam khuwaIshain nahi balkey zindagi hojaegi.
Fajar= Noor
Zohar= dolat
Asar= sehet aur shifa
Magrib= kamyab mustaqbil
EIsha= pur sakon neend
Aao namaz qaim kr k apni zindagi khobsurat banien.
Age of Anbia (A.S) :
ADAM A.S 1000 years
NOOH A.S 950
SHOAIB A.S 882
SUALEH A.S 586
ZAKARIA A.S 207
IBRAHIM A.S 195
SULEMAN A.S 150
ISMAIL A.S 137
YAQOOB A.S 129
MOOSA A.S 125
IshaQ A.S 120
HAROON A.S 119
YOUSUF A.S 110
ESSA A.S 95
HAZRAT MUHAMMAD S.A.W. 63
Log jane ge Tujhe mera Hawala de kar......

Mera hona Tere hone ki NIshani hogi......?
Mousam B Kitna Pyara Hai
Karti Ye Hawayen Kuch Ishara Hai
Zara Samjho Inki Zazbaaton Ko
Kisi Chahne Wale Ne DiLse Aapko
Pukara Hai.
TEACHER : Ek Aisa Sentense
Batao Jis Mein URDU , HINDI ,
PUNJABI Aur ENGLISH Ka Sahi
Use Hua Ho
.

.

.

.

.

.

SANTA : IshaQ DI GALI VICH
NO ENTRY .... =P =D
Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hy
Wo ashk ban kar Aankhon se rawaan rehta hy

Kisi lamhy tanha honay nahi deti uski yadein
Mere Aangan mein melay ka samaan rehta hy

Her gharri dil ka daricha khula rakhty hain
Her gharri us ke aanay ka gumaan rehta hy

Log kehty hain zakham bhar jatay hain aakhir
Zakham bhar jatay hain lekin nIshaan rehta hy

Wo milay to itna bata dena usko
Tujh bin Tera pyar preshaan rehta hy
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka Ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii