Isha SMS Messages244 messages

kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,

Taqdeer ko jagaane, uth nekiyan kamane,
Jannat men ghar banane, har simt hain ujiyare,
kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,

Ye waqt imtihan hain jo kuchh bhi hai hay ayan hai,
Jo iska qadrdaan hai wo shakhs kaamraan hai,
haq ke samajh Ishaare, uth rozadar pyare

Gam ki dawa hai roza, dil ki giza hai roza,
sabr o raza hai roza, fazl e khuda hai roza,
kya khoob hai nazare, uth rozadar pyare,

Taqdeer ki sada hai, Iman ki fiza hai,
Maahol dilruba hai, har fard padh raha hai,
Quran ke sipaare, uth rozadar pyare,
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka Ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
Khush ikhlaqi Pakeeza Nasab ki daleel hay
Ghalat baat pay ghussa sharafat ki nIshani hay
Lekin ghussay ko pee jana momin ki nIshani hay!
Sardar to Sardar:Agr tu ye bata de k meri tokri mein kya hai to saarey andey tere,
Aur agr tu ye bata de k kitne hein to 8 k 8 tere.
auu agr tu ye bata de k kis jaanwar k hein to wo murgi bhi teri.

2nd Sardar: Yaar koi Ishara to de.
Unki mohabbat ka abhi nIshan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.
Baton baton main bicharney ka Ishara ker k.Khud bhi roya wo bohat,hum say kinara kar key.
Sachche Dost ki ek nIshani-

Wo Aapki aankho me us waqt dard dekh leta hai,

Jab duniya Aapse keh rhi hoti hai ki,

Yaar Tum muskurate bahut ho!
Dost ko dost ka Ishara Yaad rehta hai,Har Dost ko apna Dostana Yaad rehta hai. 2pal Sacche Dost k sath to guzaro,Maut tak vo Nazara Yaad rehta hai....

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nIshani ka woh rumaal gulabi hai.
Haq Ki Sadaqato''n Ki NIshaani HUSSAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUSSAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu Se Shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo Haider-e-Sani HUSSAIN Hy Ki NIshaani HUSSAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUSSAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu Se Shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo Haider-e-Sani HUSSAIN Hy
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera Ghum Manaein gein
NIshaaan ABBASS ka turbat pe hum laga dein gein
Hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.
ALI (A.S) ka naara sada lagana
jihad e akbar say kum nahi hain
hamaray seenay per daag-e-matam
nIshan-e-haider say kum nahi hain