Isha SMS Messages244 messages

"Kabhi dil jala kabhi jaan bhe
Kabhi kho gaye muskan bhe
Me apno ka kabil nahi raha
Ya jantay ha anjan bhe
Meray sath aksar rahtay hay
Katil meray mehman bhe
Dharte per zulam dakh kar
Roota ha asman bhe
WO badal gaya Kuda sa jo
Farishta tha bana shaytan bhe
bas zara zara se ranjIshay
na bhola saka insan bhe
tum dukhon ke soz ka
mosamon ke rog ka
dard mat saha karo
udas mat huwa karo
yeh dard hain hayat ke
kuch rung kainat ke
kuch dukh ki tez barishen
kuch phool hein nIshat ke
tum phool bus chuna karo
khaar mat chua karo
UDAS MAT HUWA KARO
Us Aakhri sham Us nE mere Hath apnE Hatho mE le kar kaha tHa,

sunO!

TumHara hatH bohaT garam Hai..
aur yE waFa Dar loGo ki NIshani HaI,
Us sham MaiN BoHt KhusH tHa..
Itnaa kHush..
k!!

main Ye bhi Bhool Gaya..

K..

"Us sham Us key Hath Kitne Sard thy"
!!!!!
wo Aaj Bhi rail main Baithi shIshak rahi Hogee,







maiN Haath Apna hawa mAin Hilakar Laut Aya
lakhon main chant k dey dey wo log yarrab
kanton ki rahguzr main b jo sath chalain humaIsha
Bara Gumaan Tha Mausam Shanaas Hony Ka

Wohi Bahana Bana Hy Udaas Hony Ka

Fiza Mehakne Lagi, Roshni Chalakne Lagi

Tou Ye NIshaan Hy Tere Aas Pass Hony K
Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi Hai
Aaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi ImkaaN Baaqi Hai

Muddat Hoyi Ek Shakhs Ko Bichrhey Lekin
Aaj Tak Merey Dil Pe Ek NIshaaN Baaqi Hai
dil hai to usee kaa hai, jigar hai to usee kaa.
apne ko rah-e-Ishaq mein barbaad jo kar de.
Rog Aise B Gham-E-Yaar Se Lag Jate Hain
:
Dar Se Uthte Hain To Dewaar Se Lag Jate Hain
:
Be-Basi B Kbhi Qurbat Ka Sabab Banti Ha
:
Ro Na Paaen To Galay Yaar K Lag Jate Hain
:
Daagh Daaman K Hon, Dil K Hon Ya Chehre K ''Fårååz''
:
Kuch NIshaan Umar Ki Raftaar Se Lag Jate Hain..!
ApniAankhon K Sabhi Ashk Baha Ker Sona
Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujha Ker Sona

Ek Sitara Bhi Mere Khyaal Ka Baqi Na Rahe
Chaandni Shab K NIshanat Mita Ker Sona

Darr Lagta Hy Neend Hii Kahin Cheen Na Le
Tera Har Roz Mere Khwabo''n Main Aa Ker Sona

Baad Main Tou Log Gira Denge Koi Baat Nahi
Har Tara Pyar Ki Deewar Utha K Sona

Subha Hote Hii Tere Sheher Se Jana Hy Mjhe
Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Ker Sona
Suno Ge To Ro De ge Yeh Meri Kahani Hai
Kyun Bataon Anjam-e-Ulfat Yeh Meri Kahani Hai
Halat Jo bhi Hon Hum Usey Chahain Ge
Kyun Likhon Bura Usko Ye Meri Kahani hai
Dard mujhe hai to wo Bhi To Beqarar hoga
Mein Hon Bechain To Wo Bhi Bimaar hoga
Ise Pagal Pan Samjho Yaa Dewangi Meri
Kyun Likhon Usey Khud Se Juda Yeh Meri Kahani hai
Raton ko Kerwatain Badalna Mera NIshani Hai Mohabbat Ki
Wo Bhi Ginta Hoga Tare qasam KHUDA ki
Mohabbat Badnam hai Iss Liye Mujh Pe Yeh Ilzam Hai
Kyun Likhon Usey Herjai Ye Meri Kahani Hai
Hasret Se Dekhna Tasveeron Ko Uski Ajab Nahi
WO Bhi Chahti hai mujhe iss mein tajub nahi
Raahain Juda Hain To Kia Hua Manzil Ek Hai
Kyun na Likhon "Kaash" Hamsafer Usey Apna Ye Meri kahani Hai
Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana’nay say
Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nIshanay say…!!!