Isha SMS Messages244 messages

Ye mausam b kitna pyara hai,

karti ye hawae kuch Ishara hai.

Zara samjho in k jazbato ko,

Ye keh rahi hai kisi Dost ne

DIL SE apko pukara hai.
Pyaar hai tera phulo ki khushbu
In khushbu me kahi madhosh ho na jau.…
Agar madhosh ho jau to in me kho na jau..…

Pyaar hai tera sagar ka darya
Is darya me kahi dub na jau.
Agar dub jau to in me kho na jau..…
Pyaar hai tera barish ki bunde
In bundo me kahi bhig na jau.
Agar bhig jau to in me kho na jau..…
Pyaar hai tera un pahade se bada
In pahado me kahi dur tak chadh na jau.
Agar chadh jau to in me kho na jau..

Pyaar hai tera us aasman ki tarah vIshal
Is aasman me kahi yaha waha chali na jau.
Agar chali jau to in me kahi kho na jau..

Pyaar hai tera mere dil ka aaina
Is aaine me dekhne chali na jau.
Agar dekhne chali bhi jau to in me kahi kho na jau..
Utha kar pho0l ki patti nazakat se masal dali...
Phir Ishare se kaha hum dil ka aisa hal karte hain
Gali Main Dard K Purze Talaash Karti Thi
Maire Khatoot K Tukre Talaash Karti Thi

Bhulae Koon Azyat Pasandiyaan Us Ki
Khushi K Dhair Main Sadmey Talaash Karti Thi

Ajab Hijar Parasti Thi Uski Fitrat Main
Shajar K Toote Patey Talaash Karti Thi

Ghuma Phira K Judai Ki Baat Karti Thi
HamaIsha Hijar K Harbey Talaash Karti Thi

Duain Karti Thi Ujre Howe Mazaroon Par
Bare Ajeeb Sahaaray Talaash Karti Thi

Mujhe To Aaj Bataaya Hai Badloon Ne
Wo Laut Aane K Raaste Talaash Karti Thi
Mujay Kuch Tumsay Kehna Hai

Magar Tahro
Yeh Ik Lamha Jo Azal Say Hay
Kaye Sadioon Ki Bay Chani Simat Aye Hay
Iis Ki Dobthi , Sahmi Si Sansoon Main
Hazaroon Ratjagoon Ka Dard Hay
Is Kay Tasalsul Main
Yeh Ik Lamha
Yeh Meri Baykran Chahat Ki Gerdash Ka Hasee Lamha
Yeh Ik Lamha Guzer Jaye
Tu Shaed Ishaq Ki Manzil Nazer Aye
Meri Yeh Bay NIshan Chahat
Abad Ki Bay Kran Woset Ko Cho Aye
Yeh Ik Lamha
Jo Sang-E- Rah Hay Sadioon Ki Bay Payan Musafat Ka
NIshan Hay Un Ginat Rohoon Ki Un Daki Mohabbat Ka
Gubar-E- Wad-E- Seena Say
Wo Sab Karwan-E- Shoq
Jo Latay Hain Giran Maya Karamat, Hay
Yeh Lamha
Yeh Lamha Jo Azal Say Hay
Hum Dard ke Maron ka,
Hum Dard ke Maron ka,
Itnaa Hi Fasanaa Hai
Peene ko Sharab-e-Ghum,
Dil Ghum ka NIshanaa Hai

Dil Ek Khilauna Hai,
Taqdeer ke Hathho mein
Marne ki Tamanna Hai,
Jeene ka Bahanaa Hai

Deten Hai Duwaaen Hum,
Duniya ki Jafaaon ko
Kyoon Oonko Bhulayen Hum,
Ab Khud ko Bhulanaa Hai

Hans Hans ke Baharen To,
Shabnam ko Rulaati Hai
Aaj Apni Muhobbat par,
Dariyaa ko Rulanaa Hai
Ek ladki chali jaa rahi thi,
Ek ladke ne awaz di,
O deewani sun!
Tera dupata zamin say,
ghaseeta jaa raha hai,
Ladki boli O deewane
Tou kya jaane?
Yeh bhi apna farz nibha raha hai,
koi choom na lay,
Mere qadmoon ki mitti ko.....
Isi liye nIshan mittata jaraha hai..
Mujhay tum yaad aatay ho

Muqaddar k sitaaron per

Zamaaney k Ishaaron per

Udaasi k kinaaron per

Kabhi veeraan sheyhron mein

Kabhi sunsaan raston per

Kabhi hairaan aankhon mein

Kabhi be-jaan lamhon per

Tumhaari yaad chupkey se

Koi sargoshi kerti hai

Yeh palkain bheeg jaati hain

To aansu toot girtey hain

Hum palkon ko jhukatay hain

Ba-zaahir muskuratey hain

Faqat itna hi kehtay hain

Mujhey kitna satatey ho

Mujhey tum yaad aatey ho

Mujhey tum yaad aatey ho...!
kehta hi raha tujhse k piyary nahi achay
her waqt yeh palkon pe sitare nahi achay

us roz se mosam bhi bohat talkh huwa hai
jis roz se taiwar yeh tumaray nahi achay

un hi se tu abad hai yeh shahar-e-mohbat
kehte ho jinhain dard k maray nahi achay

es shaher mein tera bhi koi jurm tu hoga
ilzaam meri zaat pe saray nahi achay

aise tu parindon ki yeh hijrat nahi hai
lagta hai k mosam k Ishaaray nahi achay
Youn to hAin Bay shumar wafa ki NIshaniyan




Lakin



hAr ik shAy se nirAlay tumhArAy khAt.
Pas Rah Kr Judai Ki Tujh Sy
Door Ho Kr Tujhy Talaash Kiya
Main Ny Tera NIshan Gum Kr K
Apny Ander Tujhy Talassh Kiya
Tumne Jo Sahil Pe Aati Lehron Se Dosti Ki Hai,
Un Mein Se Meri Wali Bhi Ek Lehar Hogi,
Agar Tumse Mile To Usse Kehna,
Wo Ret Pe Jo Ek NIshan Tha Wo Abhi Tak Pyasa Hai