Isha SMS Messages244 messages

*zindagi mein abtak aapka nIshaan baki hai,,
aankhon mein na sahi..baaton mein na sahi
dil me...aapka ishq-e-naadaan baki hai*

*iss barbaad mehfil mein raunak bahut hai,,
na dard ki kami,
na nashe ki kami,
khaali hi sahi...par jaam baaki hai*

*meri naakaam mohabatt ka silsila ha yahi,,,
na hai umeedain..na hi saansen
iss pinjar-e-viraan mein abtak jaan baki hai*
~~Eid Special~~

Raste Torr K Jane Wale
Mujhe Chor K Jane Wale
Ab K Eid Pe
Mujuhe Jitne Card Mile Hain
Sab Se Pyara
Sab Se acha
Pehla Card Tumhara Hai
Mujhe ko Chor K Jane Wale
Zara Kaho To Yeh Kisi Aur Ishaara hai
mere chere per ye jo nIshan se kbi ansu guzrte the yahn se faqt teri zra c aik han mera ser ja laga hain asman se sbi insan payher ho gay hain ab in me aey gi dharan kahan se ameer karwan aisa mila hai jo rasta pochta karawan se muje ab aa gya hai ishq karna me lar skta hon ab sare jahn se phr inki b kami mehsos hogi uta mt khushk pate gulistan se abi sultan me hai jan baqi kahan jay ga tere aastan se
Tum Dhukoon K Sooz Ka

Mosamoon K Rog Ka

Dard Mat Saha Karo..

Udhas Mat Hua Karo..

Yeh Dard Hain Hayat K

Kuch Rang Kainat K

Kuch Dukh Ki Taiz Barishein

Kuch Phool Hain NIshat K

Tum Phool Bus Chunna Karo

Khaar Mat Chua Karo

Udhas Mat Hua Karo..

Udhas Mat Raha Karo..
Ajeeb ShIsha Gar Hain Es Duniya K Logg...

Murammat Kanch Ki Karty Hain Pathr K Ozaaron Se...!
Wo kehti hai k mujhay tum say muhabbat nahi
Tu batao phir
Wo mujhay apni rooh mein utarti kyou hai?
Wo mujhay apnay andar samati kyou hai?
Meray janay par roti kyou hai?
Mein rooth jaon manati kyou hai?
Tu batao phir
Kya yeh muhabbat ki nIshani nahi?
Kya wo mujh say muhabat karti nahi?
YE MAusAm Bhi KitnA PyArA HAi,

KArti YE HAwAye KuCh IsharA HAi,

ZArA SAmJhO InkE jAZbAtOn KO,

YE KEh RAhi AapkO DiL SE HuMnE PukArA HAi..
Baton Baton main bicharny ka Ishara kar k,
Khud b roya bahut wo hum se kinara kar k,
Dekh lete hain chalo hosla apne dil ka,
Kuch roz tere bina guzara kar k
Koi Chaand Sitara Hy

Koi Phool Se Pyara Hy

Koi Khushi Ka Ishara Hy

Koi Dil Ka Sahara Hy

Tumhai''n Itna Batana Hy

Wo Naam Tumhara Hy ...
Har aah tabasum ban jaye
har ashq sitara ho jaye
duniya hi badal jaye apni
tera ek Ishara ho jaye
Waqt Ki taiz Dhuup Ho Ya
Tez Aandhiya''''m

Kuch Qadmo''''n k
NIshaan Kabhi Nhi Khotay

Jinhe''''n Yaad Kr k
Muskura De''''n Aakhe''''n

Wo Log Duur Ho Kr Bhi
Duur Nhi Hotay ... (:
Apni Takhleeq Se Wo
Khud Ko Ayaa''n Krta Hy

Us Ki Qudart a Ishara
Hy Tumhara Cheh