aale nabi ka zikr tha jin wakiyaat main
who wakiyaat miltey nahin hai Deeniyat main
jin par fakeer bheek bhi mangtey nahn
woh naam shamil hogaye islamiyat main
Ye Aitbaar Meri Zindagi Ka Haasil Hai
Ibaadaton Ke Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakho
Ya Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai
Hazrat Muhammad (S.A.W.W.) Said “Jo Shakhs Dastar Khawaan Say Khanay K Giray Huy Tukray Utha Kar Khaay Gah Woh Khabi Tanag Das Nahi Ho Gah Uss Ki Olad Or Olad Ki Olaad Kaam Aqqli Say Mehfooz Rehti Hai Referenxe Adab-E-Taam.
itni c bus hikayat-e-EHD-e-ZAMANA hai
HUJJAAT KHUDA ki asal hai baqi fasana hai
Ghairoon ne jo IMAM banaye thay chal basay
Zinda faqat hamara IMAM-E-ZAMANA(a.s) hai
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
1:WAZU KAR K SONA 2: BISTER JHARNA 3: DAHINI KRWAT PR SONA 4: TAHAJJUD & FAJIR K LEA JAGNE KI NEYAT KRNA 5: PEHLA KALMA 6: AYAT UL KURSA 7: SUB KO MAAF KR K SONA 8: SONAY KI DUA PRH K SONA ALLAH HUMMA BISMIKA AMOOTO WAA AHYA. HAR RAAT HM EK DUSRAY KO GOOD NIGHT K MSGS KRTY HAIN, AJ YE FWD KAREIN.
para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
Apnay Dukhoon mein aya jo SHAHBIR(A.S) ka khayal
Shikwa tarap ke shukar mein tabdeel hogaya
Har ghum mein KARBALA ne sahara diya humay
Har ghum GHUM e HUSAIN(A.S) mein tehleel ho gaya