Hoon SMS Messages1073 messages

KAB KON KESE KA HOTA HAY.
SAB JHOTAY RESHTAY NATAY HAIN,
SAB DIL RAKHNAY KE BATAIN HAIN.
IKHLAQ SAY KHALE LOG YAHAN .
LAFZOON SAY TEER CHLATAY HAIN.
IK BAR SAMA KAR ANKHoon MAIN .
PHIR SARE OMER ROLATAY HAIN.
Main soun to khawabon main ho tum
Main jagoon to mere khyalon main ho tum

Main nazar uthaoon to meri ankhon main ho tum
Main chaloon to meri manzil ho tum

Main likHoon to mera qalam ho tum
Main parHoon to meri ghazal ho tum

Main gungunaoon to mera geet ho tum
Main sunaoon to meri dastaan ho tum

Main dhoop main Hoon to mera saibaan ho tum
Main raat main Hoon to meri sahar ho tum

Main socHoon to mera khayaal ho tum
Main mangoon to meri DUA ho tum
yeh dekha hai maine azma ker...
dhoka dete hain logye akser qareeb aker...
kehti hai dunya yeh baat mujhe se...
ke tum bhe choor doge kese ko apna bana ker...
main kehta Hoon dunya se...
jo insan khud he na ashna ho lafze piyar se...
ise choorega kon in tanha bheroon ki raHoon main...
tum sab jo meri baat suno
ik kissa tumhein sunaata Hoon
ye kissa nahi zamanay ka
ye kissa hai parwaanay ka
jo pal pal jeeta marta tha
jo pyar bohot hi karta tha
har baat usay maloom to thi
ek baat magar wo bhula betha
shamma ko haasil karnay mein
khud apna aap ganwa betha
youn ishq ki had se guzarnay mein
parwanay k jal marnay mein
ab jaagti hai na soti hai
shamma ab har pal roti hai
Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush Hoon
Muhabbat mar Chuki Abb To, Main use Bhool ker Khush Hoon

badalti raat Ki Wajha Se, Tabiyat kuch Bojhal Si hai
YuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoon

meray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOo
Yun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh Hoon

tumhain kya wehem hai, kiun raat bhar milnay nahin atin
aye meri neend ki pariyo, main use bhool ker khush Hoon

bhala kiun rooz baahain waa kiye mujh se milnay ati hai
tum us ki yaad se kehe doo , main use bhool ker khush Hoon

udasi saray ghar main phelti jati hai ghum ban ker
dar-o-dewar per likhdoo, main use bhool ker khush Hoon
Kirdar say aari Hoon meray sath na chal
Khud aap pey bhari Hoon meray sath na chal
Kahiin bharam hi na hu jay tujh say tera khuda
Lal shulon ka pujari Hoon meray sath na chal
Mein samandur Hoon maojein hain meri tufan
Barhey zor say jari Hoon meray sath na chal
Mein tu apni hasti bhi dao pey laga deta Hoon
Aik barhum jawari Hoon meray sath na chal
Do lafzon mein bayan hoti nahi kahani meri
Thak gaya asman thak gae zameen
Par yadein na rukein ye thi meri zindagani
Ab badal gaye mausam
Ab badal gae rutein
Phir bhi dHoonti hain muhjhay wo shamein
Siha kali
Mari mohabat hay woh, koi majboori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.
yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankHoon kay zarori to nahi.
jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.
ab to nikal kay ankHoon say yadoon main ja basa woh.
yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi.
us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
badnami say us ki darta Hoon, koi mazori to nahi.
keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.
dair karta Hoon her kam main katay hain dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
keyoon sulgata hay apnay app ko ay Saadash
dil bhi tara jan bhi tari, koi tandori to nahi
Aanken Band Kar Bhi, Hum Tera Deedar Karte Hain,
Aye Sanam, Hum To Sirf Tum Se Pyar Karte Hain.
Lakh Chaah Kar Bhi Main Tujhe Bhula Nahi Saktey,
Saans Rahte, Teri Tasvir Aankhon Se Hataa Nahi Saktey.
Aakhiri Pal Tak O Bewafaa, Tujehe Yaad Kartey Hoon,
Teri Yaadon Yo Seene Mein Basaa Kar Chaltey Hoon.
APNE HONTON PAR SAJANA CHAAHTA Hoon
AA TUJHE MEIN GUN-GUNAANA CHAAHTA Hoon

KOI ANSU TERE DAMAN PAR GIRA KAR
BUND KO MOTI BANAANA CHAAHTA Hoon

"THAK GAYA MEIN KARTE KARTE YAAD TUJH KO"
"AB TUJHE MEIN YAAD ANA CHAAHATA Hoon"

CHHAA RAHA HAI SARI BASTI MEIN ANDHERA
ROSHNI HO GHAR JALAANA CHAAHATA Hoon

AKHIRI HICHKI(HIDCHKI) TERE ZANOO PE AEY
MAUT BHI MEIN SHAYRAANA CHAAHTA Hoon
Main udasian na saja sakoon
kabi jism-o-jan k mazar pay.
Na diay jalain meri aankh main
mujay itni sakht saza na dai.
Zara dhaikh phool ki pation nay
bikhar bikhar k tamam shab
Tera naam likha hai rait par
koi laihar aa k mita na dai.
Mairay sath chalnay k shoke main
bari dhoop sar pay uthay ga.
Tiara naak naksha hai moom ka
kahein ghum ki aag ghola na dai.
Main gazal ki shabnami aankh say
yah dukHoon k phool chuna karoon.
Meri sultanat mera fun rahay
Mujay taj-o-takht khuda na dai.
Meray dil meray musafir.
Hova pher say hukam sadir.
K watan badar hon hum tum.
Dain gali gali sadaain.
Karain rukh nagar nagar ka.
K soraagh koi pain.
Kisi yar-e-nama bar ka.
Har ik ajnabi say pochain.
Jo pata tha apnay gher ka.
Sar-e-koay-e-tashanayan.
Humain din say raat karna.
Kabi is say baat karna.
Kabi us say baat karna.
Tumhain kia kaHoon k kia hai.
Shab-e-ghum bori bala hai.
Humain yah b tha ganeemat.
Jo koi shumar hota.
Humain kia bora tha marna.
Agar aik baar hota.