Hoon SMS Messages1073 messages

Tum Bin Guzar To Jayegi Zindigi
Per Main Jee Na Paaoongi Tum Bin
Hazaroon Sitaron Ki Bheer Main Bhi Dekho
Yeh Chaand Kitna Tanha Hai Tum Bin
Rahon Kahin Bhi, Kisi Kay Sath Bhi
Per Main Hamaisha Udaas Hoon Tum Bin
Maana Chiragon Ki Roshni Main Hoon Main
Per Meri Zindagi Main Andhaira Hai Tum Bin
Baharon Ka Mousam To Hai Gulshanon Main
Per Pholoon Main Khushboo Nahi Hai Tum Bin
Iss Hansi Ke Kehkahon Main Dekhoo
Mera Dil Ro Raha Hai Tum Bin
Mera Sub Kuch To Tum Ho
Main To Kuch Bhi Nahi Hoon Tum Bin
AnkHoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar kar roye bohot hai hum.

woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar kar roye bohot hai hum.

laut aye to ahin us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say a kar kar roye bohot hai hum.

jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar kar roye bohot hai hum.

jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un bagHoon mai tanha ja kar kar roye bohot hai hum.

kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar bacha kay kar roye bohot hai hum.
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
kHoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota
kaHoon kiss se main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota

yeh kahan ki dosti hai ..
k bane hain dost saqi ..
koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
kHoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
Suno ...
Jab Log Poochte Hyn
K Kon Hy Jo
Tmhare Lafzo''n Main Bolta Hai
Tou Kia KaHoon Unse
Wo hi Jo Har Call Par
"I Miss U"
Keh Ker Mjhe
Bhool jata Hai ..
Jin raho pe ek umar tere sath raha Hoon
Kuch roz se who raste sunsaan bohat hain
Mil jao k lot k phir aon na main shayed
Kamzor Hoon main rah main tufan bohat hain
Ek tum he nhi meri judai main pareshan
Hum b to teri chahat main veran bohat hain
Ek tarq-e-wafa pe main usay kese bhula doon
Muj pea bi us k ehsan bohat hain
= = = DuA = = =

Ya Allah Tujh se Maangta Hoon
Aisi Maafi Jis K Baad Koi Gunah Na Ho

Aisi Hidayat Jis K Baad Koi Gumrahi Na Ho

Aisi Raza Jis K Baad Narazgi Na Ho

Aisi Rehmat Jis K Baad Azaab Na Ho

Aisi Kamyaabi Jis K Baad Nakami Na Ho

Aisi Izzat Jis K Baad Zillat Na Ho . . .

Naya Islami Saal Mubarak . . .
Pakistan k Masael,

Politicians
Police
Army
Double Crossers
Pakistan k Vasael,

Gharib Awam

phir b kehta Hoon, Masael ko Khatam karo aur Vasael ka kamal dekho.
jaatey jaatey wo mujh par ehsan kar ghayee,
insurance policy sey jeena aasan kar ghayee

aur apni marzi sey badalta Hoon jamhuriat k gear,
yun lagta hai naam merey Pakistan kar ghayee
(thoughts of mr.zardari)


sorry zardari g public demand hai kya karein
Yeh Bhazi KHoon ki Bhazi hai
Yeh Bhazi tum hi haro ga
Har ghar se Bhutto nikla ga
Tum kitna Bhutto maro ga

Jiye PPP
Jiye BHUTTO
Jiye BENAZIR
aaj purani raHoon sey koi mujhe awaz na dey, dard mein doobey gheet na dey ghum ka sisakta saaz na dey,
(Zardari)
hum chord chaley hein mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona. (Nawaz Sharif)

socha tha pyar na karein ghey, hum na rice pe marein ghey.(Pervaiz)