Kitab-e-dil pe likha

Kitab-e-dil pe likha
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
  

Jun, 11 2010     519 chars (4 sms)     4138 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

"M I S S Y O U"

Mujh Say Khush Naseeb Hain

Meray Ye Chand Haroof

Jin Pey Kuch Dair Tak Paray Gi Nigaah Teri...
Tumse door rehkar tumhe MISS kiya hamne...Tumhare liye God se WISH kiya
humne...Tumhari YAAD jab ayi to bade pyar ke sath SMS kiya hamne.
"I REALLY MISS U"
Kiun apki khamoshi hume khamosh kar jati hai.
kiun apki udasi hume udas kar jati hai..
kia rishta hai ap ka or humara !
Jo apki yad har pal aati hai...

Misss yew shOO mucHH
9 lessons in life:
learn to care
learn to smile
learn to cry
learn to give
learn to forgive
learn to share
learn to trust
learn to love
n learn to say
u miss me
those we love never go away
they walk beside us everyday...
Unseen...
Unheard...
still near..
still loved..
still Missed..
still very dear..
MISSING U MY "S"
Koi Kare Yad To Use Yad Kijiye,

Dilka Paigam De To Kabul Kijiye.

Har Sawal Ka Jawab Jaruri Nahi,

Mgar Hum Aapko Karte Hai Yad

Uska 1 Jawab To Dijiye.
Aaj uski yaad nay hamein tarpaya bohat
Aaj na chahte huway bhi woH yaad aya bohat
Us k bad tu jaisay vehshaton say dosti ho gae
Phir kyou aj tanhanion nay daraya bohat
Wo mera tha mera hai mera rahay ga
Hum naY iss khayal se khud ko behlaya bohat
Hum nay jis kisi ko bhi hamdard samjha apna
Wo hamary dukh pay na jaane kyou muskuraya bohat
Oye Mere Dost

Andhero Ke Ghost

Double Ande Ke Tost

Bhujhe Huye Lamppost

Flop Show Ke Host


I Miss U D Most
Wanted by many
Taken by none
Talking to some
But waiting for one
I Miss You
IS WAQT 38% LAUG SO RAHE HAIN,
22% LAUENJOY KAR RAHE HAIN,
15% LAUG IBAADAT KAR RAHE HAIN,
25% LAUG TIME PAAS KAR RAHE HAIN,
AUR 1 HUM HAIN K TUMHEN YAAD KAR RAHE HAIN.
kBheegi Hoi Ik Shaam Ki Dahleez Per Bathay
Hum Dil Kay Sulag-nay Ka Sabab Soch Rahay Hain
Do U Know???

The Meaning Of. . . Healthy Life...??

1 Hour Exercise?
2 Time Bath?
3 Time Eat?
5 Times Pray?
6 Hour Sleep?
8 Hour Work?

& 1 Min Thinking Of Me.