Wo jo milta hai sub bhula daita hai
Janay kis baat pay dil usko dua daita hai
Wo mujhay pyar say rootay main hasanay wala
Yaad aata hai to hastay main rula daita hai
macher ne 1admi ko din me kata admin ne kaha tum to raat me kaattay hona? macher bola zardari ka dor hai ghar k halat kharab hein overtime ker raha hoon.