Hoon SMS Messages1073 messages

Teri taswer dekh kar main rota Hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota Hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota Hoon
Is tarah se bhare jahan main Hoon
Jaise tanha kisi makan main Hoon

Waasta gair se na apnoo se
Qaid sa apne jism-o-jaan main Hoon

Urta rehta Hoon bas khalaoon main
Na zameen main Hoon Na aasman main Hoon

Kon Hoon kia Hoon koi kia janee...?
Hoon magar apne hi ghuman main Hoon

Kon samjhe bhala mera mafhoom
Shair Hoon na jane kis zaban main Hoon....?
Dosti Yaqeen Pe Tiki Hoti Hai,
Yeh Dewaar Bari Muskil Se Khari Hoti Hai,

Kabhi Fursat Milay To Perhna Kitab Rishtoo Ki,
Dosti KHoon K Rishton Se Bhi Bari Hoti Hai....
dosti yakin pe tiki hoti hai,
ye diwar badi mushkil se khadi hoti hai,
kabhi fursat mile to padhna kitab risto ki,
dosti kHoon ke risto se badi hoti hai
Dude Iss Kadar Mujhe Apne Kareeb Lagti Hai,

Dude Ko Alag se SocHoon To Ajeeb Lagta Hai,

Ek Baat Boloon?

Bura Maat Manana,

Dude Mujhe Sab Se Aazeez Lagti Hai...
Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan

Paani Phirta Hai Talash-e-Hussain Main . . .
Kuch barhami hai zara is noor-e-ain main
Milta hai iztiraab yunhi dil k chain main
Selaab dekhta Hoon tou ata hai ye khyal
Pani bhatak raha hai talash-e-HUSAIN main
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY Hoon AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FATIMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY Hoon AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FATIMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.

Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin HUSSAIN Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai KHoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki Zameeno’n Ka Kehna Kia
Hussain teray lahoo ki khusbo falak k daaman say arhi hay

ye kHoon-e-nahaq hay khun chupay ga?

jissay ye dunia chupa rahi hay
Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin HUSSAIN Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai KHoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki Zameeno’n Ka Kehna Kia