Yeh Bhazi Khoon

Yeh Bhazi Khoon
Yeh Bhazi Khoon ki Bhazi hai
Yeh Bhazi tum hi haro ga
Har ghar se Bhutto nikla ga
Tum kitna Bhutto maro ga

Jiye PPP
Jiye BHUTTO
Jiye BENAZIR
  

Jun, 11 2010     149 chars (1 sms)     2824 views       Politics

more Politics SMS Messages

mein shohrat ka talib naheen,
mein protocole ka talib naheen,
mein aalishan bangley ka talib naheen,
mein rupeye jama karney ka talib naheen,






"Bus mujhe President bna do baqi kaam mein khud kar loon gha"
Aj sy 10 saal pehlay
Pooray Mohalay main sirf Nazim Sahib k Ghar Phone tha,or sirf Aik PCO tha
Mohalay k saary LARKON ki Nazim ki Beti se dosti thi.
Aur ab!
Her larky k pas Mobile hy, her aik ki apni apni grl Friend hy

Farq tu para hy.
Farq parta hy
Sahi qayadat sy
Sahi faisle sy.

"Geo Musharaf"
Government is like a baby. An alimentary canal with a big
appetite at one end and no sense of responsibility at the other.
A patriot must always be ready to defend his country against his
government
yeh baat hum sab ko tasleem kar leni chahiye k kaheen na kaheen hum sab kee neeyat mein khot mojhood hai, agar aisa na ho Zardari(house of neeyat khot) president k liye apply kyun karey?
Tou Ajj Qoum ny Sabit kr dia
.
.
.
.
.
.
.
.
Vote Shair da
Ty Khaal Shoukat Khanam di
Aj Dil Di Kehn Nu G Karda,

Tere Dil Wich Rehn Nu G Karda,

Khushian De K Tenu Tere Dard Sehn Nu G Karda,

Rab Jane Tera Mera Ki Rishta,

Bas Tenu Apna Kehn Nu G Karda......
In politics, your enemies can"t hurt you,
but your friends will kill you.
Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain
mustafee ho gaya yaro mush,
na kar paya kuch b bush,

jan chootey hai aik aamar sey,
kyun na hon Pakistani khush
Hell, I never vote for anybody, I always vote against.
*Talash-e-Gumshuda*
Naam Ch. Shujaat Hussain.
Bolnay or dekhnay say maazoor hai.
Zehni tawazan drust nahi
Apna naam Quaid-i-Azam btata hay.
18 Feb ki Sham kala Chashma pehanay Cycle ko puncture lagwanay nikla tha jis ko milay, is patay par rabta karay:
Ch. Azab-e-Elahi (Ex-CM Pokha Nanga Punjab), Lota House, Opposite Coruption Factory, Horse trading Bazar, Gujrat.