Hakumat k New Year

Hakumat k New Year
Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain
  

Jun, 11 2010     170 chars (2 sms)     2801 views       Politics

more Politics SMS Messages

-=News Alert=-
Pervez Musharaf ne Wardi Utaar di

.

.

.

.

.

Naha k Phirse Pahin Li....
Hell, I never vote for anybody, I always vote against.
Larki khubsurat honi chahiyeh ……………………….
.
.
Q ky ……..
.
.
.
.
.
..
Shareef to Nawaz shareef be hai……
A patriot must always be ready to defend his country against his
government
Mubarak ho Pakistanio :p
.
.
.
.
.
.
.
Purana Pakistan repair ho
gaya naya boht mehnga tha
teacher; batao gunahgar log toba karney k baad kahan jatey hain ?

student; sir, tahreek-e-insaf mey...
Those who are too smart to engage in politics are punished
by being governed by those who are dumber.
Arz kia hy.
Ye dolat bhi lelo,
Ye shuhrat bhi lelo,
Bhaly cheen lo hum se hamari jwani,
mgr mujh ko lota do wo bachpan ka sawan,
wo kaghaz ki kashti, wo barish ka pani,
!
REMIX.
Ye zardari bhi LeLo,
Ye Altaf bhi LeLo,
Ye imran bhi LeLo,
Ye Molana bhi LeLo. Bhalay cheen Lo hum se
hamari hina rubani
Magar humko Lota do qeematein purani
wo Aata
wo Chini
wo Bijli
wo Pani
Bri mehrbani. Bri mehrbani
New sms ha abhi markit ma aaya hai ghuma do!
Ager ek Kashti main
Musharaf
Nawaz Sharif
Chaudry Shujat
Aur Arbab Ghulam Rahim
Ja rahe hon n Achanak Kashti Doob jae
To aapke Khayal main kaun bach jaega ??

.

.

.

.

.

Main bataun..

.

Pakistan!
Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain
Bush on 14-12-2008

Bush finally found Weapon of Mass Distruction (WMD)in Iraq on 14th December....
The Lethal "10 Number kay jootay"

Now he says "America will attack all those countries where 10 number shoes will be"...
At the end he said,
Maaliki muj ko bachana barastay jooton say
Aj sy 10 saal pehlay
Pooray Mohalay main sirf Nazim Sahib k Ghar Phone tha,or sirf Aik PCO tha
Mohalay k saary LARKON ki Nazim ki Beti se dosti thi.
Aur ab!
Her larky k pas Mobile hy, her aik ki apni apni grl Friend hy

Farq tu para hy.
Farq parta hy
Sahi qayadat sy
Sahi faisle sy.

"Geo Musharaf"