zardari aur Nawaz kee dosti aaj kal k pyar kee tarha hai,
naheen mantey,
Proof: "jab larki flirt karney k liye kehti hai"I love You" to larkey ko lagta hai k jaisay uss nein kya kar diya hai, halankey haqeeqat mein kuch b naheen hota"
Issi tarha jab zardari muskura detein hein to nawaz samjhtey hein k maumla suljh ghaya halankey hota kuch b nahee
Ager ek Kashti main
Musharaf
Nawaz Sharif
Chaudry Shujat
Aur Arbab Ghulam Rahim
Ja rahe hon n Achanak Kashti Doob jae
To aapke Khayal main kaun bach jaega ??
Lamha lamha waqt guzar jaye ga… Roh ka jism se rishta toot jaye ga… Abhi waqt hai 2,4 sms kar do kal kya pata Nawaz Shareef 1 sms pr kitna text lgaye ga…