bhai Pakistanio!

bhai Pakistanio!
Lo bhai Pakistanio!
.
.
.
Khoon to Zardari choos gaya,
Ab Gosht Sher kha jaye ga…
OR
Reh gai khaal,
Wo to hy he shokat khanam ke…
  

Aug, 22 2013     130 chars (1 sms)     3770 views       Politics

more Politics SMS Messages

mustafee ho gaya yaro mush,
na kar paya kuch b bush,

jan chootey hai aik aamar sey,
kyun na hon Pakistani khush
Har mulk mein Munafiq hotey hein laikin lagta hai ka hamarey mulk mein un kee wafar miqdar payee jaati hai.

Naheen mantey.
Proof#1: Jab Liaqat Ali sahib ko goli lagi thi to qatil ko ussi waqt kyun mar diya ghaya tha?
Dil main he mere Dard-e-bhutto

"Dard-e-bhutto"
"Dard-e-bhutto"
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
""Dard-e-Bhutto""
""Dard-e-Bhutto""
Tmhara farz hai dalna
Tmhra Haq hai dalna

Acha lge to dalo
Bhrosa hoto dalo

Jaha mrzi dalo
Jsko mrzi dalo

0rat ko dalo
Ya Mrd ko dalo

Pr dlo zrur apna

VOTE
teacher; batao gunahgar log toba karney k baad kahan jatey hain ?

student; sir, tahreek-e-insaf mey...
Pawy gusa kro
Pawy rowo
pawy pitto
pawy rola pao
Pawy aby nu daso
Pawy mobil tor deo
80 ty
.
.
.
Apna vote ( sher nu pa dita a)
(-,-)
<) )>
_/ /_Aaahoo!
Wapda waloun ki maa ki……
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
azmaat ko mera slaam.
(‘;’)>Aslaam oalikum
/)( / \anti g.
The flood of money that gushes into politics today is a
pollution of democracy.
Aj sy 10 saal pehlay
Pooray Mohalay main sirf Nazim Sahib k Ghar Phone tha,or sirf Aik PCO tha
Mohalay k saary LARKON ki Nazim ki Beti se dosti thi.
Aur ab!
Her larky k pas Mobile hy, her aik ki apni apni grl Friend hy

Farq tu para hy.
Farq parta hy
Sahi qayadat sy
Sahi faisle sy.

"Geo Musharaf"
-=News Alert=-
Pervez Musharaf ne Wardi Utaar di

.

.

.

.

.

Naha k Phirse Pahin Li....
Lamha lamha waqt guzar jaye
ga…
Roh ka jism se rishta toot
jaye ga…
Abhi waqt hai 2,4 sms kar
do
kal kya pata
Nawaz Shareef 1 sms pr kitna
text lgaye ga…
Pakistan k Masael,

Politicians
Police
Army
Double Crossers
Pakistan k Vasael,

Gharib Awam

phir b kehta hoon, Masael ko Khatam karo aur Vasael ka kamal dekho.