Aj sy 10 saal pehlay
Pooray Mohalay main sirf Nazim Sahib k Ghar Phone tha,or sirf Aik PCO tha
Mohalay k saary LARKON ki Nazim ki Beti se dosti thi.
Aur ab!
Her larky k pas Mobile hy, her aik ki apni apni grl Friend hy
Farq tu para hy.
Farq parta hy
Sahi qayadat sy
Sahi faisle sy.
"Dard-e-bhutto"
"Dard-e-bhutto"
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
""Dard-e-Bhutto""
""Dard-e-Bhutto""
Judges, Aur Qadeer Khan Sahib ka masla hal karna achchee baat hai,laikin hamari soch iss sey bard kar honee chahiye, Kaheen aisa to naheen k hum kissi aur Musharaf ko Dawat dey Rahey hein... Musharaf sey jo Ghunah huye wo to apni jagah laikin meri yeh tajweez hai k "Khudara iss Mulk ko Sahi Manoon mein Islami Bananein k Liye aisey Steps uthayein k jin sey phir koi Musharaf sir na utha sakey"
Kindly think and do your best as you can. Allah Bless you All.