Lamha lamha waqt guzar jaye ga… Roh ka jism se rishta toot jaye ga… Abhi waqt hai 2,4 sms kar do kal kya pata Nawaz Shareef 1 sms pr kitna text lgaye ga…
yeh baat hum sab ko tasleem kar leni chahiye k kaheen na kaheen hum sab kee neeyat mein khot mojhood hai, agar aisa na ho Zardari(house of neeyat khot) president k liye apply kyun karey?
Ager ek Kashti main
Musharaf
Nawaz Sharif
Chaudry Shujat
Aur Arbab Ghulam Rahim
Ja rahe hon n Achanak Kashti Doob jae
To aapke Khayal main kaun bach jaega ??
Aj sy 10 saal pehlay
Pooray Mohalay main sirf Nazim Sahib k Ghar Phone tha,or sirf Aik PCO tha
Mohalay k saary LARKON ki Nazim ki Beti se dosti thi.
Aur ab!
Her larky k pas Mobile hy, her aik ki apni apni grl Friend hy
Farq tu para hy.
Farq parta hy
Sahi qayadat sy
Sahi faisle sy.
Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain