lo aaj say badal li

lo aaj say badal li
Lo Aaj Say Badal Li Hum Ne Bhi
Apni Soch,,,
Jo 1 sohni larki ka rishta le kar de
Ga Wohi Vote le Ga…
(kuri Do, voot Lo)
.
(‘,’) /’SaDa HaQ….
>) ) eThEy….
_l /_ RaKh…
  

Aug, 22 2013     165 chars (2 sms)     4379 views       Politics

more Politics SMS Messages

Zardari ka naya slogan,

Jeet k geo na haar k geo,
Yeh Pakistani hain in ko mar k geo
Teacher Pathan Sy:
Qatil kisay kehtay hain?

Pathan:
Pata nahi..?

Teacher:
Agar tum apni Biwi ka Qatal kar do to tum kya kehlao gay...?

Pathan:
"ZARDARI"
Har mulk mein Munafiq hotey hein laikin lagta hai ka hamarey mulk mein un kee wafar miqdar payee jaati hai.

Naheen mantey.
Proof#1: Jab Liaqat Ali sahib ko goli lagi thi to qatil ko ussi waqt kyun mar diya ghaya tha?
Pakistan k Masael,

Politicians
Police
Army
Double Crossers
Pakistan k Vasael,

Gharib Awam

phir b kehta hoon, Masael ko Khatam karo aur Vasael ka kamal dekho.
Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain
Aetzaz Ahsan Found A Jin ...

Jin : Kia Hukm Hy Mere Aaqa ???

Aetzaz : Foran Judges Ko Bahaal Kerwao ... !!!

Jin : Aaqa Hukm Do , Chawalian Na Maro ... ;->
Lo Aaj Say Badal Li Hum Ne Bhi
Apni Soch,,,
Jo 1 sohni larki ka rishta le kar de
Ga Wohi Vote le Ga…
(kuri Do, voot Lo)
.
(‘,’) /’SaDa HaQ….
>) ) eThEy….
_l /_ RaKh…
A patriot must always be ready to defend his country against his
government
The flood of money that gushes into politics today is a
pollution of democracy.
Those who are too smart to engage in politics are punished
by being governed by those who are dumber.
keh rahi hai awam ooonchi awaz mein bol bol k,
apna pol chchupa rahey hein doosroon k khol k,

aur naheen pard raha hai farq kissi ko b yahan,
Kissi main ko phenko k khali hein dhakney main hole k
jaatey jaatey wo mujh par ehsan kar ghayee,
insurance policy sey jeena aasan kar ghayee

aur apni marzi sey badalta hoon jamhuriat k gear,
yun lagta hai naam merey Pakistan kar ghayee
(thoughts of mr.zardari)


sorry zardari g public demand hai kya karein