-=News Alert=-

-=News Alert=-
-=News Alert=-
Pervez Musharaf ne Wardi Utaar di

.

.

.

.

.

Naha k Phirse Pahin Li....
  

Jun, 11 2010     105 chars (1 sms)     2172 views       Politics

more Politics SMS Messages

Hakumat k New Year 2008 Par Awam ko Toofa:
1.AATA Band
2.GAS Band
3.BIJLI Band
.
.
.
.
.
Agar Awam Ki Haava Bhi Band Karna Chahta Hoo Too Cycle Par Mohar Lagain
Har mulk mein Munafiq hotey hein laikin lagta hai ka hamarey mulk mein un kee wafar miqdar payee jaati hai.

Naheen mantey.
Proof#1: Jab Liaqat Ali sahib ko goli lagi thi to qatil ko ussi waqt kyun mar diya ghaya tha?
Lamha lamha waqt guzar jaye
ga…
Roh ka jism se rishta toot
jaye ga…
Abhi waqt hai 2,4 sms kar
do
kal kya pata
Nawaz Shareef 1 sms pr kitna
text lgaye ga…
BENAZIR BHUTTO B=Brave
E=Efficient
N=Noble
A=Able
Z=Zealious
I=Intelligent
R=Reliable

B=Bounteous
H=Honorable
U=Unique
T=Tolerant
T=Telented
O=Oriental
Great Loss For
P=oor
P=eoples of
P=akistan.
Ya Allah is election mei “sher” ko pinjray mei rakhna,
“cycle” ko raaste mei rakhna,
“Kitab” ko bastay mei rakhna,
“Teer” ko kaman mei rakhna,
“Tarazu” ko dukan mei rakhna,
“Patang” ko asman mei rakhna,
Hum ko apni Hifz-o-Aman mei rakhna,
aur Sirf “Bat” ko Meidan mei rakhna.
Vote 4 Pakistan Thereeq Insaf
Tabdele lae …
Tmhara farz hai dalna
Tmhra Haq hai dalna

Acha lge to dalo
Bhrosa hoto dalo

Jaha mrzi dalo
Jsko mrzi dalo

0rat ko dalo
Ya Mrd ko dalo

Pr dlo zrur apna

VOTE
In order to become the master, the politician poses as the servant.
Hell, I never vote for anybody, I always vote against.
Lo bhai Pakistanio!
.
.
.
Khoon to Zardari choos gaya,
Ab Gosht Sher kha jaye ga…
OR
Reh gai khaal,
Wo to hy he shokat khanam ke…
Tou Ajj Qoum ny Sabit kr dia
.
.
.
.
.
.
.
.
Vote Shair da
Ty Khaal Shoukat Khanam di
keh rahi hai awam ooonchi awaz mein bol bol k,
apna pol chchupa rahey hein doosroon k khol k,

aur naheen pard raha hai farq kissi ko b yahan,
Kissi main ko phenko k khali hein dhakney main hole k
A good leader is a person who takes a little more than his
share of the blame and a little less than his share of the credit.