Hoon SMS Messages1073 messages

1 bat batao raz ki.

Kro us larki se ashqi.

Jis k chehre pe ho sadgi.

Sanso me ho tazgi.

Chndni ho chand ki.

Rani ho raat ki.

Khushbu ho gulab ki.

Baten kre pyar ki.

Nazuk ho mizaj ki.

Ache ho ikhlaq ki.

Paband ho namaz ki.

Khidmat kre maa bap ki.

Aur kahey main Hoon sirf aap ki
Zindagi hai nadan isi liye chup Hoon,

Dard hi dard subah shaam isi liye chup Hoon,

Keh du zamane se dastan apni,

Usme aayega uska naam isi liye chup Hoon.
Samnay na Hoon to trasti hain ankaen,

yaad mai tairi barasti hain ankaen,

mairay liye na sahi in k liye aa jaya kro,

tuj sy baipna muhabt krti hain ankaen,
Rishtoon ki yeh Duniya hai nirali
Sab Rishtoon se Pyari hai dosti tumhari
Manzoor hai Ansu b AnkHoon main hamare
Agar a jaye Muskaan hout pe tumhare
Ansuo ko bahut Samjhaya tanhai me aya na karo,
Mehfil me humara mazak na udaya karo,
ispar ansu tadap kar bole,
itne logo me apko tanha pata Hoon isiliye chala ata Hoon
khuwab k phoolo ki tabeere kahani ho gayen kHoon thanda pr gya ankhen purani ho gayen Jis ka chehra tha chamkte mousamo ki AArzoo uski tasweren bhi aur aankhe khizani ho gayen dil bhr aaya kagaz khali ki surat dekh kar Jinko likhna tha wo sub batain zubani ho gayen Jo muqadar tha usay to rokna bus me na tha unka kya karte Jo batain na gahani ho gayen Reh gya dil me rang yaad e raftagan phool mehnge ho gaye qabrain purani ho gayen . . .
mein roi tu nahi Hoon"
na jana kyon mera kaajal
jab bhi dalo ankh mein
ab aksar phale jata hai
mein roi tu nahi Hoon......


tum tu janatay ho in dinoon
boht hi thand hoti hai
tab hi hai naak surkh mere
mein roi tu nahi Hoon........


kaha tu hai youn hi bus
bheega hai anchal k kona
choro tum fikar mat keroo
mein roi tu nahi Hoon.......


nahi,odass kab Hoon mein?
ziada kaam k bays
thaka-wat ho hi jati hai
mein roi tu nahi Hoon..........


eid aye hai , wo ab bhi
nahi ata tu na ay
ab is ki yadd mein dekho
mein roi tu nahi Hoon........


bata dena is ko ja ker
kahin khoosh-fahmi na koi palay
waisay hi surkh hain ankhain
mein roi tu nahi Hoon..........
Mumkin Ho Aap Say To Bhula Dijiye Mujhay
Pathar Pay Hon Lakeer, Mita Dijiye Mujhay

Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko
Mai Kia Hon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay

Merey Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-e-Guftugu
Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay

Mai Kia Hon, Kis Jagah Hon, Mujhay Kuch Khabar Nahi
Hain Aap Kitnay Duur Zara Sada Dijiye Mujhay

Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash''heer Jaa Baja
Mai Maanta Hon Jurm, Saza Dijiye Mujhay

Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath
Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay

Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasnay Say Faida
Hai Tairgii To Aag Laga Dijiye Mujhay

Jaltey Dinon Mei Khud Pass-e-Deewar Baith Kar
Saaye Ki Justuju Mei Laga Dijiyey Mujhay

Yun To Shola-e-Jaan Sard Ho Chuka
Likin Sulag UtHoon To Hawa dijiye Mujhay
chaloo ik nazam kaihtay hain
sub hee bay noor sobHoon per
sub hee bay rang shamon per
jinhain hum dil pai saihtay hain
chaloo ik nazam kaihtay hain


ju kal tuk khosh goomaa say thay
wo ab kyon bad goomaa say hain
in hee socho main raihtay hain
chaloo ik nazam kaihtay hain


bojha sa ajj hay dil bhe
tabeeyat bhe hay bojhal see
or ashak ankhon say baihtay hain
chaloo ik nazam kaihaty hain ...
abhi tu ishq mai aisa bhi hal hona hay
k ashk rokna tum say muhal huna hay


har aikh lab pay hain mere wafa k afsanay
teray sitam ko abhi la-zwal hona hay


yaja ka khara hain lakin bahar ki rut main
yah tay hay ab k hamain bhi nihal hona hay


tumhain khabar hi nahin tum tu lout jaou gay
tumharay hijar mai lamha bhi saal huna hay


hamari rooh pay jab bhi azab utrain gay
tumhari yad ko iss dil ki dhal huna hay


kabhi tu roay ga woh kisi ki bahon main
kabhi tu us ki hansi ko zawal huna hay


milain gi hum ko bhi apnay naseeb ki khushian
bas yah intazar hay kab yah kamal huna hay


har aik shakhs chlay ga hamri raHoon per
muhabbaton mai hamain woh bay misal hona hay
KHUD KO MUJH SE JUDA KIA US NE.
JO NA KARNA THA WO KIA US NE.


YAD KARNE SE BHI NA YAAD AAOON.
AISAY MUJH KO BHULA DIA US NE.


TUM TO BAS WAQT KI ZARRORAT HO.
MUJH KO AAKHIR BATA DIA US NE.


KHUD SE NAZREEN NAHEE MILA SAKTA
ITNA NEECHE GIRA DIA US NE.


APNE HAATHoon SE KHUD HI LIKH KE MUJHEY.
JANE PHIR KIOON MITA DIA US NE . . .
Koi ehd b us ko yad nhi,

koi bat b us ko yad nhi.

ik shkhs nay us ko chaha tha,wo zat b us ko yad nhi.

jab shab ki bijli chamki thi,

aur badal tot k barsa tha.

hum dono jis main bhigay thay,

wo barsat b us ko yad nhi.

wo sahil darya phool hawa,

wo wada sath nibhanay ka,

aur shab bhar "chand" ko daikha tha,wo rat bhi us ko yad ni.

wo kehta tha main sunta tha,

main kehta tha wo sunta tha.

un lakHoon batoon main koi ik bat b us ko yad nhi.