Halt SMS Messages261 messages

Khutba-e-Zainab Sai Larzan Thai Zameen-o-Aasmaan,

Rakh Diya Takhta Palat Kar Jis Nai Mulk-e-Shaam Ka...

Bhai Khaak-o-Khoon Main GHaltan Aur Zindaan Mai Behan....

Tashat Main Bhai Ka Sar, Zainab Bahr-e-Darbar Main ,

Koie Bhi Insaan Nahi Tha Lashkar-e-Kuffar Main
Firown Ko Sedha Kabi CHalte Nahi Daikha

Girtay Huay Daikha Hay SambHalty Nahi Daikha

ASGHAR Ki Tarah Maqsad e Islam Ki Khatir

Itna Kisi Bachay Ko MacHalte Nahi Daikha
Aisi Zameen Aur Aasman

Inkay Siwa Jaana Kahan

Bhadti Rahay Yeh Roshni

CHalta Rahay Yeh Karvan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan...

Happy Independence Day
Jab Kabhi kanjusi ka award diya jayega
apka naam sab sey pehley liya jayega.
gHalti sey bhi ab sms na kerdena
varna award haath sey niqal jayega!!
Jab Kabhi kanjusi ka award diya jayega apka naam sab sey pehley liya jayega. gHalti sey bhi ab sms na kerdena varna award haath sey niqal jayega!!
Kon kehta hai k mera mehboob langraa hai...wah wah wah..kon kehta hai k mera mehboob langrra hai..wo to meray ishq mein lehraa k cHalta hai...
Elastic

Hansa: Praful Elastic Matlab??

Praful: Elastic Hansa . .
Apni Voh Shradha Behen Unki Beti Ela

Usko Jab Fracture Hua Tha To Voh Kya Leke CHalti Thi?

Hansa : Ela To . .

Ela -Stick Leke . . .

Ela -Stick !! Ela -Stick!!!
Zindagi ki raah mein aage cHalte jana har pal,
Mur ke na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal
Dil chahta hai ke tujhe apna bana loon..
khud ko bhool jaon or tujh main samaloon..
ab lafzoon se ye dil beHalta naheen...
dil chahta hai ke tujhe apney pas ley aaon or tujh apna bana loon Dil chahta hai ke tujhe apna bana loon..
khud ko bhool jaon or tujh main samaloon..
ab lafzoon se ye dil beHalta naheen...
dil chahta hai ke tujhe apney pas ley aaon or tujh apna bana loon
Humare dil me dhadkan aapki sunai deti hai,
Aankhon me surat aapki dikhai deti hai.
CHalte to hum hai lekin,
jab mudte hain to parchhai aapki dikhai deti hai.
Woh cHalte cHalte itne door chale gaye,
Hamein rokna bhi na aaya.
Hamne unka naam liya phir bhi,
Shayad unhein sunna na aaya.
Aanken band kar k bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar cHalta hoon