Halt SMS Messages261 messages

Tark-E-Taluq Ki Pahel Mein ne Ki
Chahta To Wo Tha Magar Us Mein Hosla Na Tha
Chorne Ka Faisla To Roz Kerta Tha WO Magar
Meri Wafa K Aage Uska bas CHalta Na Tha
Ar wo lamha jo tuj sey juda hota hai. CHalti saanon k liye aik saza hoti hai. kaise samjaoon jahan walon ko ahdaab-wafa. Duniya rakoon tho mera ishq kaza hota hai.
Yu Lagta Hai Ki Sirf CHalte Rahne Ki

Dhun Mein Is Safar Ke Maayne Kahin Kho Gaye Hain.

Bas, Chale Ja Rahe Hain

-Kabhie Aadatan,

Kabhie Majbooran
Vo kehta Hy Mujhe Phoolon §e Piyar Hai
Lakin Jab Phool khilte Hain To Vo Unhain Tor Deta Hai
Vo kehta Hai Mujhe ßarishon §e Piyar Hai
Lakin Jab ßarish Hoti Hai To Vo Kamre Mai ßand Ho Jata Hai
Vo kehta Hai Mujhe Hawaon §e Piyar Hai
lakin Jab Hawain ÇHalti Hain To Wo khirkiyan ßand kar Deta Hai
Aur Us Waqt Mujhe Darr §a Laga

Jab

Us Ne kaha . . .

"Mujhe Tum §e Piyar Hai"
Badal sa gaya kuch,

na rahe ab wo hum,

Kho gaye khayal,

toot gayi hai qalam,

CHalte-2 liya wqt ne yoon mod,

Ja rahe the kahin,chal diye kahin hum.
Zindagi k Safar mein koi Rasta nahi deta
Zameen Waqaf nahi banti Falaq saya nahi deta

Khushi aur dukh k mosum sab k apne apni hote hain
Kisi ko apne Hise ka koi Lamha nahi deta

Othana Hud he parta hai Thaka hua Badn apna
K jab tak Sans CHalti hai Koi Kandha Nahi deta..!!!
Roothe jo zindagi to mana lenge hum,
Mile jo gum to nibha lenge hum...
Bus tum rehna saath hamare,
PigHalte aansuon me bhi muskura lenge hum
~tum bin ~
Ajj Bhi Wo Taqdus bhari raat mehki howi hai WASi
MAin ksi main koi mujh main dHalta raha chand jalta raha
Usay kehna
agr milna nahi asan

to likh bhejay wo kesa ha?

Bohat dino se ye dil udas rehta ha

Tabiyat bhi macHalti ha

Kabhi thokr jo lgti ha

Dehan mera najane kyu
usi ki simat jata ha

Usay koi pathar
koi kanta lga na ho

KHUDAYA wo slamat ho

Usay kehna agr milna nahi asan to likh bhejay wo kesa ha?
khud ko chuntay huway din sara nikal jata hai
phir hawa shaam ki cHalti hai, bikKhar jata hoon
Teri yaadon mein khoya raheta hai dil,
Abto sambhale bi nahin sambHalta yeh dil,
Ishq main aisi thokar khayi hai dilne,
Ke abto ishq ke naam se bi darta hai dil....
Ishq k ilaqay mein
Hukm-e-yaar cHalta hai
Zaabtay nahin cHaltay
Husn ki aadat mein aajzi tu cHalti hai
Martbay nahin cHaltay
Dosti k rishton ki parwarish zaroori hai
Silsilay taaluq k khud say ban tu jatay hain
Laikin in shagoofon ko
Tootnay bikharnay say
Rokna bhi parta hai
Chahton ki matti ko
Aarazo k poday mo
Seenchna bhi parta hai
Ranjishon ki baton ko
Bhoolna bhi parta hai
Kyou k
Ishq k ilaqay mein hukm-e-yaar cHalta hai
Zabtay nahi