Halt SMS Messages261 messages

Mera Shaaur BeHalta Nahien Hai Lafzon Se
Mein Tere Khatt K Nahin Tere Intizar Mein Hoon
wo mujh ko bewafa ka laqub deta hai
saans cHalti hai mgr murda bna deta hai...

mt pooch us k maikhaney ka pata aey saqi
us k sheher ka to pani b nasha deta hai.
zindgee Kay Safar Main
Koi Bhi Raasta Naheen Daita
Zameen Waqif Naheen bantee
Falak Saya Naheen Daita

Khushi Aur Dukh Kay mausam
Sab Kay Apnay Apnay Hotay hain
Kissee Ko Apnay Hissay Ka
koi Koi Lamhaa Naheen Daita

Udaasee Jis Kay Dil MAin Ho
Us''see Ki Neend Urrtee Hay
Kisi Ko Apnee Aankhoon Say
Koi Sapna Naheen Daita

Utthana Khud Hee Parrta Hay
Thakaa Tootta Badan Apna
Keh jab Tak Saans CHaltee Hay
Koi kaadhaa Naheen Daita
Socha tujhko phool kahu mai

Laikin phool bikher jata hai,

Socha tujhko khowab kahun mai

Lekin khowab to mar jata hai,

Socha tujhko shaam kahun mai

Lekin shaam to dhal jati hai,

Or tu dHalti shaam nahi hai,

Tera koyi naam nahi hai
Meri Sanso se guzrta hai Tera Naam aj bhi,

Teri Yado me dHalti hai meri Sham aj bhi.

Tujhse bichde Zamana hua,

par Tere Naam se hoti hai meri Phchan aj bhi.
Aj Darechay main woh Aana Bhool Gya
Main bhi apna Diya Jalana Bhool gya
Aj muhe bhi Uski Yad nahi ai
Woh Bhi mere Khowab main aana bhool gya
Khat Likha hai lekin...
Khat k Konay per
Woh apni Aankh k Ansu Mitana Bhool gya
Rooth ke ek Jaga per Dono Bethe Rahe
Main usk0 woh Mujh manana Bhool Gya
CHalte cHalte main usko ghar le aya
Woh Bhi apna haath Churana Bhool gya
Haath Ki Lakeero''n Main

Kia Talash Kerte Ho ?

In Fazool Baato''n Main

Kis Liye Ulajhte Ho ?

Jis Ko Milna Hota Hy

Zindagi K Rasto''n Par

Saath Saath CHalta Hy

Phir Kahan Bicherta Hy

Jo Nahi Muqaddar Main

Kab Humain Wo Milta Hy ?

Kab Wo Saath CHalta Hy ?

Haath Ki Lakeero''n Main

Kia Talash Kerte Ho ? ? ?
Wo School K Din

Kuch Baatai’n Bhuuli Hui
Kuch Pal Beetey Huey

Har GHalti Ka Ek Naya Bahana
Aur Phir Sab Ki Nazar Main Aana


Exam Ki Puuri Raat Jaagna
Phir Bhi Sawal Dekh Ker Sar Khujana

Mauqa Miley Tou Class Bunk Maarna
Phir Dosto’n K Saath Mazey Maarna

Us Ki Ek Jhalak Dekhne Roz School Jana
Us Ko Dekhte Dekhte Attendance Bhuul Jana

Har Pal Hai Naya Sapna
Aaj Jo Tuutey Phir Bhi Hy Apna

Ye School K Din
In Lamho’n Main Zindagi Jee Bhar K Jeena

Yaad Ker K In Palo’n Ko
Phir Zindagi Bhar Muskurana
Ab Kisi Aankh Ka Jadu Nahi CHalta Mujh Per
Wo Nazar Bhool Giye Hai Mujhe Pathar ker Ke
Pochna Chahon Uss Nigha-E-Dil Se
Kis Ko Aabad Kia Mujh Ko Berbaad Ker ke
zindaGi to Apne hi Qadmm pe cHalti hY FARAAZ



Auron k saharaY To JanazaY Utha karte hain.
Aik Zara Si GHalti Se Shaak Ki Zard Tehni Pe
Phool Badgumani K Iss Tarah Se Khilte Hain
Zindagi Se Pyare Log Bhi Phir?
Ajnabi Se Lagte Hain
Apni Chahath Ka Kabhie Izhaar Math Karna,
Zindagi Mein Kabhie Pyaar Math Karna,
Humne Bhi Ki Thi Yahi GHalthi,
Aur Unhone Keh Diya Mera Intezaar Math Karna.