Halt SMS Messages261 messages

“Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,
Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,

Dil pe cHalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,
Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,

Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,
Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,

Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,
Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,

Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,
Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,

SAGAR shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat humain,
Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen
Aao kay ashk tamte nhi teri yaad mein,
Din dHalta nhi tere intezaar mein,
Aao kuch esa kar jao kay laboon pe muskaan aaye,
Our jee leen hum jaanum ek our janam tere pyaar mein...
Na Zindigi Kay Lia na Mout Kay lia Waqar rukta Nehe Kise Kay lia,
Qadam do Qadam sabi sath cHaltain hain sath cHalta nehe kio Zindigi Bhar Ka lia
Chalo sath TChalo sath TumHare umHare cHalte hEin
Koi Suraj Jage Meri Dharti Pe
Kuch Aisa Ho YE Rat Dhalay.
Koi Hath Main Thame Hath Mera.
Koi le Ker Muj Ko Sath Chale.
Koi Bethay Mere Pahlu Main.
Mere Shanay Per Hath Dhare.
Ansu Poonch Ker Ankhon Se.
Ruke Ruke Lehjay Main Kahe.
Youn Tanha Safer kAbi Kata Nahi.
Chalo Sath Tumhare CHalte Hain
Mohobbat hum b ker lain gay
Ye GHalti tum b ker layna
Chalo tumhi se ker lain gay
kisi say tum b ker layna
tumhain hum Doost kahtay hain ,To Nadir Mashwara denge,
Mohobbat tum nay kerni hey.
! Suno Hume se ker layna ...!
Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, Aankhein
Dharkano Ko Jaga Deti Hain, Aankhein

Dil Pe CHalta Nahi Jadoo, Chehraun Ka Kabhi
Dil Ko To Deewana Bana Deti Hain, Aankhein

Woh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na Karein
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, Aankhein

Gham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain, Aankhein

Aata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, Aankhein

Mana Ke Neend Aati Hai, Aankhon Hi Ke Raaste
Magar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, Aankhein

Shukar Hai Rab Ne Ata Ki, Aankhon Ki Neamat
Humaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain Aankhein
ss dil ki rahoon main,...
Iss dil ki rahoon main,...
apno main sapno main,.....
Palko ki chilman main,....
ashko ke ansoon main,.....
Muskuratey hoton main,....
har haseen chhre main,....
Har lamhe yadoon main,....
khoobsorat muasam main,...
Phootti kaliyon main,.....
khiltey phoolon main,.....
Suraj ki kirno main,......
dhoop main saye main,.....
Karaktey badal main,......
baarish ki bondoon main,..
DHalti shamoo main,.......
tanha ratoon main,........
Raat ki tariki main,......
chanda ki roshni main,....
Taroon ki jhilmil main,...
khushboo main sanso main,.
Un kahi batoon main,......
payar se mohabbat main,...
Dhonda jaahaan main,......
PAYA TUJH KO ANKHON MEIN!!!!
If u r in Luv,u have to accept pain :)

Well here goes a swit nazam.hope u will ike it..


Chand teri khushbu liey

Nagar nagar phirta raha

Shaam tere aanchal pakray

Dheeray dheeray dHalti rahi

Aur main teri aas liey chupaky chupkay rota raha.:(
Main Ikswin sadi main jana chaun ya na jana chahun,is say kya farq parta hai?waqt ka seel rawan,chahton ko bahata howa,sapnon ko dabota howa,ankhon ko bhigota howa,in masafton tak lay hi jaega jinhain abhi daikha nhi,main chalun ya na chalun,main rukun ya na rukun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone say kya farq parta hai?waqt ka karwan to rukta hi nhi.ye cHalta hai aur cHalta hi rehta hai...dam tori biswin sadi bohat saray dukhon ko meri sanson ki mala main paro ker guzarti chali gai aur main mahi bay aab ki tarhan,dard k kinaray par khara,kisi maseeha ka muntazir tha.
Barishon k mosam main.waqt k andhairon main,mene us say pocha tha.Chor to na jao gay?Hath thaam kar usne ye bola tha??kaise chor sakta hon?Tum to jan ho apni?aur aaj aisa hai k waqt ki tamazat main..Vehshaton k mosam main..main nay uss say pocha .. chor k hi jana tha muskrati galion main to aas kyun jagai thi..?mere in sawalon par na wo chonka,na thehra..cHaltay cHaltay itna hi kaha bus..Mosam k khail hain.sab waqt ka tagayur hai.
KIS KO MALOOM THA
Yonhi cHaltay hoay raston main kai hum safer jo milay
Aur bichertay gaay
Aatay jatay hoay mosmon ki tarhan
App hi apni gard e safer hogaay
Na kabhi main nay phir mur ker dekha unhain aur na socha kabhi
Wo kahan kho gaay
Jo gaay,so gay
Phir yah kaisay hoa
Yon hi ik ajnabi,dekhtay dekhtay
Dil main utra,nazar main sama sa gaya
Aur dhanak rang jazbay saja sa gaya
Jaisay badal koi,bay irada yon hi,meri chat pay ruka
Aur bersay bina is per thera raha
Kia tamasha hoa,samnay thi nadi aur koi tashna lab
Is ko takta gia aur pyasa sa raha

Aik lamhay main simtay gi yah dastaan
Kis ko maloom tha!tum milo gay mujhay is tarhan bay guman
Kis ko maloom tha!
Baarishon ke mausam main Waqt ke andheron main
Maine us se poocha tha Chorr to na jaoge

Haath tham ker us ne Kaan main yeh bola tha
Kaise chorr sakta hoon Tum to Jaan ho meri

Aur aaj aisa hai Waqt ki tamazat main
Wehshaton ke Mausam main Maine us se poocha hai

Chorr kar hi jaana tha Muskurati galiyon main
Aas kyun dilayi thi Pyaas kyun jagayi thi

Mere in sawalon per Na woh chonka na woh thehra
CHalte cHalte itna kaha Mausamon ke khel hain sab