Ansu SMS Messages220 messages

Meri zindagi teri panaho me rahe
Mar bhi jay to teri baaho me rahe
Teri labo pe rahe meri muskurahat
aur tere aAnsu meri nigaho me rahen
Tere JISM pe main apne JISM Ko rakhon
Tere HONTON ko apne HONTON se MASLON

Tujhe Piyar main itni SHIDDAT se karon k Teri JAAN Nikal jaye
Us DARD se Teri Aankhon se AAnsu Jhalak jaye

Tu TAN se or MANN se Sirf meri ho jaye
BADAN se Tere Lipta rahon or Subha ho jaye

SUBHA Tujh se jab main Pochon Teri RAAT ka AALAM
Tu Sharma kar Mere SEENE se Lag jaye.
Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya
ishq nakam sahi phir bhi bahut kaam aaya.

hamne mohabbat me aisi bhi guzaari raatein
jab tak aAnsu na bahe dil ko na aaraam aaya.
.
Wo hairaan hain mery sabr par to keh do Unhain..

Jo AAnsu Daaman par nhi Girtay, Wo dil ko cheer jaty hain...
Iss Dafa Barshein Rukti He Nahi Faraz,

Hum Ne Ansu Kia Piye Sare Mosam Ro Pare !!!!
Guzar jayege aapke pas se hawa
bankar,
beh jayege ankho se aAnsu bankar,
aaj to aapke pas fursat nahi,
yaad karoge jab reh jayege dil ki yaad
bankar
Jis ke liye sab kuch luta diya humne,
wo kehte hai unko bhula diya humne,
gaye the hum unke aAnsu pochne,
ilzam de diya ki unko rula diya
humne.
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt
na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na
hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
jo apko rula kr apko mana le us sy pyar kro,,,
or jo apko rula kar khud b aAnsu bahaye us pe aetbar karo

GOOD MORNING
Wo Aaine Ko B Hairat Me Daal Deta H
Kisi Kisi Ko Khuda Ye Kamal Deta H
Ajib Shaks Hai Rulata H Muje,
Fir
Ansu Ponchne K Liye Rumaal Deta Hy
Hum jugnoo thay hum titli thay
Hum rang birangay panchi thay
Kuch mah-o-saal ki jannat mein
MAAN hum dono bhi sanjhi thay

Main chota sa ik bacha tha
Teri ungli tham k chalta tha
Tu door nazr se hoti thi
Main Ansu Ansu rota tha

Ik khawbon ka roshan basta
Tu roz mujhay pehnati thi
Jab darta tha main raton ko
Tu apnay sath sulati thi

MAAN tu ne kitnay barson tak
Is phool ko seencha hathon se
Jeevan k gehray bhaidon ko
Main samjha teri baton se

Main tere hath k takiay par
Ab bhi raat ko sota hoon
MAAN! Main chota sa ik bacha
Teri yaad main ab bhi rota hoon...
Us Ki Muskan Mein B cHUPA kOI Gham Tha


Faraz



Warna Halki Muskkrahat Pe Ansu Nai Aaty