Ankh SMS Messages1253 messages

Tumhara naam leta hon
To saanson main mohabbat ki
Kai perten ulat''ti hain
Tumhen aAnkhon main bharta hon
To aAnkhon se shua''en noor ki
Bahir nikalne ko tarsti hain
Tumhen sochon ki mutthi main jakarta hon
To saare jism main thandi hawaen chalne lagti hain
Abhi wazeh nahi mujh per......
Ky main chahat ki kitni manzilen teh ker k
Is manzil pe pohancha hon
Abhi wazeh nahi mujh per........
Ky meri soch aisi hai
Ya teri zaat main koi shabistaan sa ujala hai
Mager ik baat wazeh hai.......
Ky teri zaat ki mojodgi
Mere liye jeene ka iklota sahara hai
Meri sochon ka mehver hai
Mere jeene ka hasil hai
Agar tujh ko meri sochon se minhaa ker diya jaaye
To!!!!!
Baqi kuch nahi bachta
Yehi ik baat wazeh hai.
Kiya baat kaho on Ankhoo ki
Jin Ankhoo pe main marta hoo
Woh Ankhien jheel si Ankhien hain
Jin main doob ke rooz ubharta hoon
Mujhey dekhney ke liyeh uthti hain
Miltey hi nazar woh jhukti hai
Saarey jaha main aisi Ankhien nahi
Jin akhoon pe main marta hoo
In Ankhoo main koi ansoo na aaye koi
Kabhi koi ghum na pass aaye koi
Sada muskuratien rahey yeh
Har dum yeh dua main karta ho hoon
Kiya baat kaho un Ankhoo ki
Jin Ankhoo pe main marta hoo
Chehre pe khushi chah jati hai

AAnkhon mein suroor aajata hai

Jab tum MuJhe apna kehte Ho

Apne pe guroor Aajata hai
teri sOOrat

ko dekhnAy

walaY

apni

Ankhon

se

Pyar

karte hAin
Mujh ko uljha Huwa rehne Do MuQadar ki Tarah

Min Teri zulf Nhi jo Sanwar jaon Ga

Yaad aonga Zikar wafa me,main B

Ashk Ban k Teri Ankhon mAin utar jaon Ga
kbi moam ban k pigal gaya,

kabi girtay girtay sambhal gay

wo ban k lamha guzar gaya

meray paas se nikal gaya

usay rota b to kis tarah
k wo shakhs itna ajeeb tha
kabi tarap uta meri aah se
kabi ashk se na pighal saka
sar e rah mila wo aga kabi
to nazar chuka k Guzar Gaya
wo utar Gaya meri Ankh se
mere dil se Q na utar saka
wo chala Gaya jahan Chor k
main wahan se phir na palat saka,
wo sambhal Gaya tha magar,
main bikhar k phir na simat saka
Woh mera tha yeh batana ajeeb lagta hai
Ab us say Ankh milana ajeeb lagta hai
Jo zindagi mein hamara kabhi bhi ho na saka
Ab uska khuwab mein ana ajeeb lagta hai
Baray khaloos say dawat tu us nay bheji hai
Par uski bazm mein jana ajeeb lagta hai
Tha jis ka hath kabhi hamaray hathon mein
Ab us say hath milana ajeeb lagta hai
~~~~~TearZ~~~~~
Us nay kaha tha k tumhari aAnkhein bohat roshan hain
Mein kuch soch kar hans pari
Us bekhabar ko kia khabar
K barish k baad hee mausam nikhartay hain
Sochta hoon k usay neend bhi aati ho gee
Ya meri tarah ashq bahati ho gee
Woh meri shakal mera naam bholanay wali
Apni tasveer say kya aAnkh milati ho gee
Is zameen par bhi hai selaab meray ashqon say
Meray matam ki sada arsh hilati ho gee
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aAnkhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
Adha Chand aur pUra dukh

jab se tum bichar gaey ho tab se

Adha Chand aGar dekhon to

mEri Ankhain bhar aAti Hain.
Lagta Hay kai Raaton se Jaaga Tha MUSAVIR






Tasveer Ki Ankhon Se Thakan Jhank Rahe Hai