Ankh SMS Messages1253 messages

Tumhari In Siyah AAnkhoun Main
Meri Zindagi Ki Shama Jalti Hai
Jab Tum Kareeb Se
Meri Taraf Deakhtay Ho
To
Meri Zindagi Se Saansay Aur Barh Jati Hain
Aur Jab
Tum Musuratay Ho
To
Tumhari Is Muskurahat Se
Mera Dil Aur Zor Se Dharakta Hai
Aur Main Yeh Dua Mangti Hoon
Kaash!
KHUDA Karay
Tumhari AAnkhoun Ki
Aur Hountoo Ki Muskurahat
Sada Youn Hi Qaim Rahay
Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari AAnkhain
Rang Mein Doobi Huii Neend Say Bhaari AAnkhain

Mairi Her Saans Nay Her Sooch Nay Chaaha Hay Tumhain
Jab Say Daikha Hay Tumhain, Tab Sai Saraaha Hay Tumhain
Bas Gaii Hain Mairi AAnkhon Main Tumhaari AAnkhain

Tum Jo Nazron Ko Uthaao To Sitaray Jhuk Jaaeyn
Tum Jo Palkon Ko Jhukaao To Zamanay Ruk Jaaeyn
Kyun Na Ban Jaaeyn In AAnkhon Ki Pujaari AAnkhain

Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaaey
Tum Jo Mil Jaao Jeenay Ka Bahaana Mil Jaaey
Apni Qismat Pay Kerain Naaz Hamaari AAnkhain
Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari AAnkhain
Rang Mein Doobi Huii Neend Say Bhaari AAnkhain

Mairi Her Saans Nay Her Sooch Nay Chaaha Hay Tumhain
Jab Say Daikha Hay Tumhain, Tab Sai Saraaha Hay Tumhain
Bas Gaii Hain Mairi AAnkhon Main Tumhaari AAnkhain

Tum Jo Nazron Ko Uthaao To Sitaray Jhuk Jaaeyn
Tum Jo Palkon Ko Jhukaao To Zamanay Ruk Jaaeyn
Kyun Na Ban Jaaeyn In AAnkhon Ki Pujaari AAnkhain

Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaaey
Tum Jo Mil Jaao Jeenay Ka Bahaana Mil Jaaey
Apni Qismat Pay Kerain Naaz Hamaari AAnkhain
Duryo Ki Parwa Na Kijiye
Jab Dil Chahe Bula Lijye
Hum Zada Dur Nahi Ap Sy
Bus Ankhon Ko Palko Se Mila Lijye
Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, AAnkhein
Dharkano Ko Jaga Deti Hain, AAnkhein

Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Chehraun Ka Kabhi
Dil Ko To Deewana Bana Deti Hain, AAnkhein

Woh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na Karein
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, AAnkhein

Gham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain, AAnkhein

Aata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, AAnkhein

Mana Ke Neend Aati Hai, AAnkhon Hi Ke Raaste
Magar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, AAnkhein

Shukar Hai Rab Ne Ata Ki, AAnkhon Ki Neamat
Humaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain AAnkhein
Dekho Meri Ankhon Mein Khwab Kiske Hain
Dekho Mere Dil Me Toofan Kiske Hain
Tum Kehte Ho Mere Dil Ke Raaste Se Koi Nahi Gaya
To Phir Ye Pairon Ke Nishaan Kiske Hain
Bherkaain Meri Pyaas Ko Aksar Teri AAnkhain
Sehraa Meraa Chehraa Hay Samundar Teri AAnkhain
Phir Kon Bhalaa Daad-E-Tabassum Inhain De Gaa
Royengi Bohat Mujhse Bicher Ker Teri AAnkhain
jisAy Daikha




usAy mukhlAs jAnA,



''AAnkhon''


Ne



Baray dhokay

Diye hAin.
Bari MushkAl sE sulaya hAy khud ko mAin ne,



Apni Ankhon ko TerE khawab ka Lalach dAy kr.
majburiya hamari wo jaan na sake
farmano ko hamare wo maan na sake
kehte he wo hame mar kar bhi chahenge
jite ji hame jo pehchan na sake
nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune
hume hi shouq tha aAnkhe zara bhigone ka
bahut aziz thi aAnkhe meri jise kal tak
sabab bhi poochne na aaya mere rone ka
Kabhi nazren milane me zamane beet jate hain,
Kabhi nazren churane me zamane beet jate hain

Kisi ne Ankh b kholi to sonay ki nagri me,
Kisi ko ghar banane me zamane beet jate hain

Kabhi kaali siyah raaten hamen ek pal ki lagti hain
Kabhi ek pal bitane me zamane beet jate hain

Kabhi khola jo darwaza to khari thi samne manzil
Kabhi manzil ko paane me zamane beet jate hain.../
Unke chehre ko Ankhn s hata sakte nhi
dil ki betabi ki surat dikha sakte nhi
kitni dilchasp hain Mohabbat ki majburiyan
samne manzil ha or kadm bada sakte nhi