Ankh SMS Messages1253 messages

yaa RAAB


kaheen se Baijh dE,


Soraj kA saibAan


Badal ki


AAnkh hAy

mere kAchAy makaan par.
Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee PAnkhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee Dharkhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee AAnkhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey Khayaalon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish
Agar Talaash Karuun Koii Mil Hii Jaayegaa
Magar Tumhaarii Tarah Kaun Mujhe Chaahegaa

Tumhen Zaruur Koii Chaahaton Se Dekhegaa
Magar Vo AAnkhen Hamaarii Kahaan Se Laayegaa

Naa Jaane Kab Tere Dil Par Naii Sii Dastak Ho
Makaan Khaalii Huaa Hai To Koii Aayegaa

Main Apanii Raah Men Diivaar Ban Ke Baithaa Huun
Agar Vo Aayaa To Kis Raaste Se Aayegaa

Tumhaare Saath Ye Mausam Farishton Jaisaa Hai
Tumhaare Baad Ye Mausam Bahut Sataayegaa
Kaifiyat mere ishq mein itni hai,
Door jaa jaaker bhi tu laut ke ayegi..!!

Nahi mitega mera saya tere Ankho se,
Har ashq mein tu apne mujhe hi payegi..!!
Tere Hoonto pe kaanpti surkhi,
Tere Ankhon main boolta kajal,
Tere saanso ki narm narm Sadda,
Raat khaamosh Aur main Tanha.
Kiss qadar door hon zamany se,
Tere yaadon ke is sannaty main,
Mere wehshat ke pass Husssan Tera,
Raat khaamosh Aur main Tanha
KISI KA CHEHRA GHOOMTA HAI AAnkhON MEIN MERI,KSEY PALKON KO KAHUN KI KHAMOSH RAHO ! SUKOON MILA HAI ARSEY SE INHEY, KESEY DHADKANO SE KAHUN KI DHIREY CHALO
Mujh ko piyare hain meri jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain .
Meri Ankhon ki thandak hain,Teri yeh Qatil Ankhain.
Ho gaya hoon behoosh iss hoosh ki Dunya main
Jabh say daikhe hain main nay ,Teri yeh Qatil Ankhain.
Mian iss Hisaar say nikloon too kuchh aur soochun.
Meray diloo dimaagh pay havi hain ,Teri yeh Qatil Ankhain.
Mujh ko lay-jaatin hain ik ajeeb se dunya main .
Jabh bhi daikhta hoon ,Teri yeh Qatil Ankhain.
Shayed kay aa-jaay qarar meray pagal dil koo.
wagarna mujhay jeenay nahin dain ge,Teri yeh Qatil Ankhain.
Mujh ko piyare hain meri jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain.
shayed kay mil jain mujhay ,Teri yeh Qatil Ankhain
wafa ishk ki mohtaaj nahi hoti,
har gham k peeche judaai ki baaraat nahi hoti,
yaha hoth nahi nam aAnkho me mohabbat ka afsaana hai,
jo kahi jaa sake wahi hap dam baat nahi hoti........
ss dil ki rahoon main,...
Iss dil ki rahoon main,...
apno main sapno main,.....
Palko ki chilman main,....
ashko ke ansoon main,.....
Muskuratey hoton main,....
har haseen chhre main,....
Har lamhe yadoon main,....
khoobsorat muasam main,...
Phootti kaliyon main,.....
khiltey phoolon main,.....
Suraj ki kirno main,......
dhoop main saye main,.....
Karaktey badal main,......
baarish ki bondoon main,..
Dhalti shamoo main,.......
tanha ratoon main,........
Raat ki tariki main,......
chanda ki roshni main,....
Taroon ki jhilmil main,...
khushboo main sanso main,.
Un kahi batoon main,......
payar se mohabbat main,...
Dhonda jaahaan main,......
PAYA TUJH KO AnkhON MEIN!!!!
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta

baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki
ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta

aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta

shayad jaanta hai wo bhi in aAnkhon men aansuo ka sailaab hai
jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta

mujhse kehta hai, “main to mar jaunga tumhare bina“
main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..
Milo k aj koi bat
ru baru kr len.
Ye Q ha durian kuch is pe guftgu kr len.
Krenge pir se ibadat tmhare chehry ki
K pehly Ankh ko ashkon se ba''wazu kr ly..
har dil mai dard daba hota hai,

bayan karne ka andaaz juda hota hai,

kuch log Ankhon se dard baha lete hain,

Or kisi ki hansi mai hr ghum chupa hota hai...