Ankh SMS Messages1253 messages

soocha osay bhool jaon......
bahoot soocha
osay sab khuch
bata doon
laiken jab
wo samnay
hoty hey
os ka chehra
dekhta hoon
Ankhoon per
nazar parti
hey...
tu ehsas
hota hey
wo
mere hey
bas
mere hey...
bhOoli BiSrii yAdOun Ki KirnOun Ko Saja Kar rOye hAin
Wo Chehra Jab yAad Aaya hUm Shama jAlla Kar rOye hAin

Sath tUmhara Kia chOota Tha dArd Sey Har RiShta tOota Tha
Yeh AanSOo hAin KhUshi K AanSOo tUm Ko Pa Kar ROye hAin

Apni Hii majbOori Thi jO hOnt Hmaray khUl Na Sakay
jAb Bhe Manga KHUDA Sey Tumhien bUs Haath Utha Kar rOye hAin

yAad hAi Ab Tak Shaam e jUdaii Wo Palkien Bhe Bheegi Thien
"Rashid" Aaj Unhien AAnkhOn K Khwaab Saja Kar rOye hAin
“Dil ki Batain , bata deti hain , AAnkhen ,
Dharkanon ko Jaga deti hain, AAnkhen ,

Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,
Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,AAnkhen,

Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,
Haal sara unke dil ka , Suna deti hain AAnkhen,

Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,
Ashk bana kar , Chalka deti hain AAnkhen,

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain AAnkhen,

Ma na ke Neend aati hai , AAnkhon hi ke raste ,
Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain AAnkhen,

SAGAR shukar hai , Khuda ne Ata ki , AAnkhon ki Neamat humain,
Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain AAnkhen
RaaStOn Kii Marzii hAi
Be-Zameen lOgon Ko
Be-Qarar AAnkhOn Ko
Bad-NaSeeb QadmOn Ko
Jis Traf Bhi Ley jAien
RaaStOn Kii Marzii hAi

Be-NiShaan JaZeerOn Pey
Bad-gUmaan ShaarOn Mein
Be-Zubaan mUSafir Ko
Jis Traf Bhi Bhatka dien
RaaStOn Kii Marzii hAi

ROk Lien Ya Barhney Dien
Thaam Lien Ya Girney Dien
Vasl Kii LaKeerOn Ko
tOr Dien Ya Milney Dien
RaaStOn Kii Marzi hAi

AjnAbii Ko Ley Kar
hUmSaffar Bana Daalien
Saath Chalney WalOn Kii
Raakh Bhii Ura Daalien
Ya mUSaafatin Saarii
Khaak Mein Milla Daalien
RaaStOn Kii Marzii hAi ...!!!
AAnkho mein kyun aanso jalak jaate hai,
Tanhaiyo mein kyun gham yaad aate hai,
Aanso poch kar koi yeh bata de humein,
Aksar zindagi mein ghum barbar kyun ate hain...
Wo tanha rehna Ghabrana
Or Ankh mai anso bher lana
Kab sath humara chootey ga
Ees soch ko ley k der jana

Khood hath laga ker chahrey pey
Mughy sooch mey la ker shermana
Yoo bhool k doniya wallloo ko
bus naam mera hee dohrana

ees ko wo ibadet kehti he
wo kiss oljhan mai rehti he
bus piyar jatati rehti he
or derd bharati rehti he
yadoo mai khoyee khoyi see
ansoo hee bahati rehti he
janey ye kasi shidat he?
Hathoo ko jalati rehti he?


Tahreer kahi koch likhti he
Or Khood ko sonati rehti he .....;->
koi dukh na ho
koi ghum na ho
koi Ankh kbhi num na ho
koi dil ksi ka tory na
koi sath ksi ka chory na
bus payar ki nadiya behti ho
KASH K DUNYIA ASI HO......;->
Liya tha aik wada tumne mujse....
Hamesha khush hi rehna hai...
To dekho, dekh lo aa kar..
Meri Ankhon ko dekho tum,
Yeh kitni shokh lagti hain...
Mere honton ko dekho tum,
Hamesha muskuraty hain...
Koi b ghum agar aye,
Usay hans kar saha main ne...
Mere chehray ko dekho tum,
Hamesha pur sakoon ho ga...
To socho gay.....
Kia tha main ne jo tumse,
Wo wada ker diya poora...!!!
MAGAR
Ik baat hai piyare...
Kabhi jo waqat mil jaye,
To meri shairi parhna...
Tumhain mehsoos to hoga,
Kaheen talkhi bhara jumla...
Kaheen yeh sard sa lehja,
Kaheen par dard ki jheelain...
Kahin lehjay ki karwahat,
Suno....!!!
Main khush to hoon lakin,
Lahoo har lafz roota hai.....;->
Zamanain bher ki nigahoon main jo khuda sa lagay
wo ajnabi hai mager muj ko aashna sa lagay

najanain kab mairi duniya main muskuray ga
wo aik shakhs k khaboon main bhi khafa sa lagay

ajeeb cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawas
k rahzen bhi musafer ko rehnama sa lagay

dilay tabah! tera mashwara hai kiya k mujhay
woh phool rang sitara bhi bewafa sa lagay

hoi hai jis say manawer her aik aAnkh ki jheel
woh chand aaj bhi mohsin ko kamnama sa lagay
Tumhain Maloom Hai Ham Ne
Kisi K Hijar Main Ye Zindagi Kaise Guzari Hai

Har Ik Khusboo Ki Aahat Per
Guman Us Ka Guzarta Hai
Har Ek Saat Pe Dil AAnkhon Main Aaker Beth Jata Hai
Kai Pehlo Badalti Khuwahishain Hathon Ko Phelaie
Duain Mangti Aur Hanpti
Dil Se Guzarti Hain

Magar Jo Hijar Lahaq Hai
Wo Jism-O-Jan Ki Deewarain Girata Hai
Umeedo Beem Ki AAnkhon Se
Beenai K Sab Manzaroon Ko Khak Karta Aur Mitata Hai

So Ham Bhi Khak Hain
Aur Khak Ki Qismat Main Likha Gia Hai
Ruthi Hui Ankho Main Intazar Hota Hai
Na Chahte Hua V Pyar Hota Hai
Kyu Dakthe Hai Hum Wo Sapne
Jinke Tutne Par V Unke Such Hone Ka Intzar Hota Hai
Jo Poochta Hai Koi Surkh Kiun Hain Aj Ankhain
To Ankh Mal Ke Kheti Hon Ke Raat So Na Saki
Hazar Chahon Magar Yeh Na Khe Sakon Gi Kabhi Bhi
Ke Raat Ronay Ki Khuwhish Thi Magar Roo Na Saki