Ankh SMS Messages1253 messages

AQAL Kehti Hai,


Itna nA Girao Khud ko


Dil yeh KehtA Hay


Ankhon se Nikal kr Dekho


ZindAGi ko BohAz Azeez hon mAin


Dhoond Laitay Hain Hadsaat Mujhay
Sulaah ke zamany mein..

Mujh ko aysa lagta hai..

Wo agar bechar jaye..

Tu sirf itna dukh ho ga..

Jitna aAnkh khulney par..

Khawab toot janey ka..

Par ajab tamasha hai..

Wo agar kabhi mujh say..

Yoon hi ruth jati hai..

To kainaat ki har shey..

Toot phoot jati hai..!
cheharaa meraa thaa nigaahen us kii
Khaamushii mein bhii vo baaten us kii

mere chehare pe Gazal likhatii gaien
sher kahatii huii aAnkhen us kii

shoKh lamhon kaa pataa dene lagiin
tez hotii huii saansain us kii

aise mausam bhii guzaare ham ne
subahen jab apanii thii shaamen us kii

dhyaan mein us ke ye aalam thaa kabhii
aAnkh mahataab kii yaaden us kii

faisalaa mauj-e-havaa ne likkhaa
aandhiyaan merii bahaaren us kii

niind is soch se tuutii aksar
kis tarah kaTatii hain raaten us kii

dOor rah kar bhii sadaa rahatii hai
mujh ko thaame hue baahen us kii,
Dik k HanGamay mein soyA TerA Gham,

JAAG utt''ta Hai sAr-E-Shaam Ankhon mein.
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say“
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say

Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Janta Hoon Jisay Zamany Say

Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say

Jab Say Apnoo Say Chaut Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say

Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
“Dil Ki Batein Hain Bas Fasanay Say “
Tu Nay Kaha K Ishq Tu Dhong Hai
Tujhay Ishq Ho Khuda Karay

Koi Tujh Ko Us Say Juda Karay
Teray Hont Hansna Bhool Jaein
Teri AAnkh Pur Num Raha Karay

Tu Uski Batein Kia Karay
Tu Usko Dekh K Ro Paray

Tujhay Hijr Ki Woh Jhari Lagay
Tu Milan Ki Har Pal Dua Karay

Teray Khuwab Bikhein Toot Kar
Tu Kirchi Kirchi Chuna Karay

Tu Nagar Nagar Phira Karay
Tu Gali Gali Sada Karay

Tujhay Ishq Ho Phir Yaeen Ho
Usay Tasbihon Pay Parha Karay

Mein Kahon K Ishq Tu Dhong Hai
Tu Nahi Nahi Kiya Karay
larzish nazar maiN lahjay maiN luk''nat ajeeb thei
is awalee''N visaal ki wahshat ajeeb thei

roshaN huwei usi se usi se bikhar gaa''ee
shabnum ko aaftaab se nisbat ajeeb thei

aansoo dee''ay per aAnkh ko ronay ki khoo na de
aiey badhsa-e-gham ye anaa''yet ajeeb thei

khirki maiN aa k chaand ne jhapki nahi palak
kal shab meray makaa''N maiN suhbat ajeeb thei

sahil pe they tu rait ka jaa''doo tha har taraf
kashti chali tu sajar ki dahshat ajeeb thei

dil maiN na rah sakay jo kahiN tu kahi na jaa''ey
amjad shikast-e-dil ki haalat ajeeb thei
soocha nahi accha bura dekha suna kuch bhi nahi
manga khuda se raaat din teray siwa kuch bhi nahi

soocha tujhey dekhaa tujhey chaha tujhey pooja tujhey
meri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahi

jis per hamari Ankh ne mooti bichaye raat bhar
bheja wohi kaghaz usse hum ne likha kuch bhi nahi

ik shaaam ki dehleez per baithe rahay woh dair tak
Ankhoon se keen baatain bohat moun sai kaha kuch bhi nahi

ihsaas ki khushboo kaha awaz kai jugnoo kaha
khamoosh yado kai siwa ghar mien raha kuch bhi nahi

do chaar din ki baat hai dil khaak mien mil jaye ga
jub aag per kaghaz rakha baaqi bacha kuch bhi nahi
Jab Bhi Sochogi Har Fasana Yaad Aayega,
Kab Ki Thi Kya Baate Wo Zamana Yaad Aayega,
Sukh Jayenge Tumhare Honth AAnkh Se Aansoo Nikalenge,
Phir Dil Se Aawaz Dena Ye Diwaana Chala Aayega.
Thak Gayi AAnkhe Tumhare Intzaar Me,
Ek Call Bhi Naa Aaya Tumhara,
AAnkhe Boli Bas Bhi Karo Intzaar,
Ab Iss Duniya Nahi Koi Nahi Hai Tumhara…
mujhay khabar thi,
zamaana chaahay bura he samjhay,
bhalay say ghar main mukhaalifat ho,
tumhaaray logon ko na-pasand ho,
tumhain to mujh par yaqeen hoga!
magar mujhay yeh khabar na thi,
tumhaari aAnkhon ki unsiyat bhi,
ek ajnabiyat say dekhti hay,
yeh waqt mushkil-tareen hay na!!
suno...
main majboor ho gaya hoon,
yeh sochnay par..
yeh sochnay par..
tumhain to mujh par yaqeen hay na...!!!
AAnkho''n ki tehreer ko parrhna....


Jis din mai''n nay seekh liya....


Bas us din say her aik apna....


Bay-gaana lagta hay...