Andar SMS Messages247 messages

Vodafone walon ka kutta aaj subah hi chal basa,
aur ab woh bAndar se ad karvana chahte hain!
Tujhe meri dosti kasam



tuuuuu nahi jayega!
Kia Tum Ud Sakte Ho ?




Kia Sitaare Tod Sakte Ho ?





Pathar Ko Heera Bana Sakte Ho ?




Nahi Na ! ! !






Beta Sirf Shakal BAndar Jesi Hone Se
Koi Hanumaan Nahi Ban Jata
My Msg 2 da wrld!

If u like me,
raise your hands

.. if not,

then raise your stAndards!!
Abey O Egg K Chilke !
Aam Ki Gutthli ! Sarey Hue Bengan !
Ublay Hue
AALOO !
Murghi K
Chooze !
Africa K
BAndar!

Kbi B Kisi Ko Esa Na Bolna Bura Lagta Hai Yar!
Gadhay K Bachche
.
.
.
.


10inch k hotay hain




Kuttay Ki Nasal
.
.
.



Mukhtalif kisam ki hoti hain




BAndar K Bachchay
.
.
.
.



Shararti hote he..;->
poetry of a sardar:

sajno arz kita aa

kutta mar gaya razai wich
ah ha kia baataan

kutta mar gaya razai wich
main mar gaya teri judai wich

kukri haraam ho gayi
tere ishq Andar meri jind badnaam ho gayi
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samAndar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
SamAndar nay kaha
Mohabbat samAndar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai

Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai

Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...

Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai

Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai

Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah h
Yeh Ansoo

Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
Yun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo ,
Dard itna hai saha, khaali ho gaya samAndar ashkon ka
Jaane kahan se aankhon main bhar jaate hain ye aansoo,
Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo ,
Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo.... !!
Har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
Aap ho humey apni jaan se bhi pyare,
Tabhi to waqt be waqt yaad kiya karte hain


SamAndar mein "Gahrai" ki tarhan
Pyar mein "Judai" ki tarhan
Dosti mein "Chahat" ki tarhan
Mohabbat mein "Wafa" ki tarhan
Meri zaban par tum rahte ho "Dua" kei tarhan


Ankhain aap ki hoon par anso mere
Zindagi aap ki ho par sansain meri
Dil aap ka ho par dhadkan meri
Zindagi k akhri more par dua hogi ye
Kafan aap ka ho aur mout meri
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to Andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.
Jaane Kya Hai Dil Ke Andar Jo Chupke Say Toot Raha Hai
Ek Meherbaan Ka Haath Jaise Haathon Say Choot Raha Hai

Lamha Lamha Guzar Ke Dafan Ho Raha Hai Seene Mein
Seh Kar Ye Dard Kuch Ajab Maza Aane Laga Hai Jeene Mein

Jaane Ye Kis Rehguzar Pe Qadam Humne Barhaaye Hain
Jaana Tha Kis Manzil Par, Jaane Kis Aor Nikal Hum Aaye Hain

Ek Khalish Hai Dil Ko Ghairey, Ek Ajab Si Khaamoshi Chaayi Hai
In Chubhti Tanhaaiyon Mein Aaj Yaad Teri Bohat Aayi Hai !!