Andar SMS Messages247 messages

SamAndar peer ka Andar hai lekin ro nahi sakta..
Yah ansoon pyar ka Moti hai is ko khoo nahi sakta..
Meri chahaat ko dulhan tu bana lena magar sun lay..
Jo mera hoo nahi paya wo tera hoo nahi sakta..
Suna hai nazdeekiyaan ehsaas dilati hain..
dooriyan betaabi badhati hain..
par,
jab paas hote hain woh to hum betaab rehte hain…
door jaane par kyon unka ehsaas karte hain…

samAndar ko tha garoor gehraayi par apni..
aasmaan ko tha garv oonchaayi par apni…
sharm se zaar zaar ho gaye dono….
jab unhe bataayi humne dosti apni…
Teri Wafa
Wafa Jana
Meri Mohabbat
Kuch Bhi Nahi?

Tera Dard
Dard Thehra
Merz Zakham
Kuch Bhi Nahi?

Tumhari Baat
Pathar Ki Lakeer
Meri Iltija
Kuch Bhi Nahi?

Tujh Mein Ana
SamAndar jesi
To
Mere Maan
Kuch Bhi Nahi?

Tera Gham
Gham Hua
Kya Mere Aansu
Kuch bhi Nahi?

Tera Wajood
Sab Kuch Jana
Kya Meri Hasti
Kuch Bhi Nahi
Muje tujse juda rkhta hai aur dukh tk nai hota
Mere Andar tere jaisa ye akhir kon rehta hai
Roh ko hijr k kaanton sY guzaarY To sahi,


Dil koi GehrY SamAndar main UtaarY To sahi,

Phir main ek Hansti hoi Subah laa kr don,

Raat wo merY Lye ro kr GuzaarY To sahi.
O Dewani Larkai!
Zara Thaam Lay Mera Haath
Kis Ko Dhoond Rahi Hai?
Mein Doon Ga Na Tera Saath!
O Dewani Larki!
Mujhay Karnay Day Mehsoos
Tujh Ko Apnay Andar
Jab Tu Hogi Udaas
Mein Banoo Ga Teri Aaas!
O Dewani Larki!
Ik Khawahish Dil Kee
Jo Tujhko Hai Batanee Hee
Jab Tu Marna Chahay
Mein Wajh Banoo Teray Jeenay Kee!
khamosh lahjay main doost kabhi bola nahi kartay..
Darday Gham ko haar kisi kay samnay khola nahi kartay

Mohabbat too mohabbat hai barii anmool hoti hai
Mohabbat ko kabhi tarazoo main tola nahi kartay

Uss kay khamosh rahanay per koi ilzam nahi daay naa
SamAndar too SamAndar hai kabhi roya nahi kartay
jis ki AnkhAin mujhy Andar se B Parh SaktI Hon.




Koi ChehrA To mere ShehAr mAin AisA La Dy.
Kabhi saaya hai kabhi dhoop muqaddar mera
hota rehta hai yoon hi qarz baraabar mera

toot jaate hain kabhi mere kinaare mujh mein
doob jaata hai kabhi mujh mein samAndar mera

kisi sehra mein bichhad jaayenge sab yaar mere
kisi jangal mein bhatak jaayega lashkar mera

bewafa tha to mujhe poochhne waale bhi na the
bewafa hoon to hua naam bhi ghar-ghar mera

kitne hanste hue mausam abhi aate lekin
ek hi dhoop ne kumhla diya manzar mera

aakhiri jur''a-e-pur kaif ho shaayad baaqi
ab jo chhalka to chhalak jaayega saagar mera
Tum Bohot Yaad Aaye Jub Chand Ne
Chandni Se Sargoshiyaan Ki
Jub Phoolon Ne Shabnam Ko Chooma
Jub SamAndar Ne Lehron Ko Baanhon Main Sameta
Jub Suraj Ne Kirno Ko Chaha
Jub Aankhon Ne Kuch Adhoore Khawab Sajaaye
To Mujhe Tum Bohot Yaad Aaye
Abhi To Mil k Chalna Hai SamAndar Ki Musafat Main..



Phir Aagay Chal ke Dhekhenge Kinara Kon Karta Hai...??!!
Apne liye maang loon Khuda se
Hisse main jo hain azaab uske

Waise to woh shokh hai bala ka
Andar hain bohot hijaab uske