2 Cockroaches eating potti in washroom.
1st: yar pait main buhat dard ho raha hai muje potti aa rahi ha
2nd: yar khanay k time pe to kam se kam gandi baatain na kar
Pathan Ka baita Awaaz badal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy.. "Maira baita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa sakta" Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay sy ßola.. Tum Kon baat Ker Rahay Hou? bacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu baat Ker Rahay Hain..