gum mein jeene me maza aata hai.
gareebo ke ghar bhi khudaa jata hai..
1 hum hai barish ki tarah sms karte hai
1 aapka sms sarkari nal k pani ki tarah aata hai
Gaalib ne apni mashooka ko date par bulaya, Wo late aayi to ye sher sunaya ''Falak pe sitaron ko neend aa rahi hai, Dusri ka time ho gaya aur tu ab aa rahi hai''