1 Larkay ko kia chaiye?

1 Larkay ko kia chaiye?
1 Larkay ko kia chaiye?

1 Larki jo Pyar de

1 Larki jo acha khana banaye

1 larki jo paisa kamaye

Aur aisa naseeb ke tino larkiyaan ek dusre se mill na sakaye
  

May, 22 2010     169 chars (2 sms)     2461 views       Funny

more Funny SMS Messages

MUSHARAF DOR KE PAKISTANI KI DUA
Lub pe aati hey dua bunke tamana meri
Zindgi bomb se ho mehfoz khudaya meri
Na koi bomb ke dhamakay se urha de mujhko
Muft may jam-e-shahdat na pila de mujhko
In pe jaiz hey hakomat karna
Aur hey jurm mujhe apni hifazat karna
Mere ALLAH larai se bachana mujhko
Aur sikha de koi bandoq chalana mujhko
Naam-e-Islam ki hurmat ko bacha le ya Rab
Waqt ke saray yazeedon ko utha le ya Rab


Man: Yaar Mujhe Safar Main Neend Nahi Aati Hai.

.
.
.
.

Pathan: To Tum Rabi-ul-Awal Main So Jaya Karo. :-)


Govt ne pehle..
Oil..k rates berha dyay, phir
Aata..phir
Chawal..phir
Cheeni..phir
Sabzi..phir
kuch na mila tou time me 1 hour barha dia..
Ab govt k pas kuch barhanay ko nai raha to
To...
To...
To...
Ptcl number main 1 digit barha dia :)
1 sardar ki Maa ki tabiyat kharab thi.

jab hospital le gaye to doctor ne bola k
TEST hongy,
Sardar bola
In ki umar ziyada ha,
TEST nahi,
1 DAY ya 20/20 Karwa lo

Teacher: "Ali K Papa Aaj Job Par Gaye Hain"

Es Ka Future Tense Banao

Student (Ali): Woh Kal Bhi Jaenge

Kisi K Baap Mein Himmat Hai Tou Ruk Le =D ;->


Kid:
Aunty, mummy ne chini mangi hai.

Aunty chini daitay howa,
“acha aur kia kaha mummy nay?”

Kid:Agar woh kamini na de,
to Pinki aunty se lay aana.
Hi, aap ki 1 Photo chahiye jaldi send karo kion ke 1 kitab chaph rahe hae us ke main page ke liye us kitab ka name hae




"Qabar ka Murda"
''“Nanhy Chor ki kahani”
Page no 1
.
Ek dafa ka zikr he Kisi gaon me ek chor khandan rehta tha un k yahan ek chor paida hoa,pehly wo choti choti choriyan karta tha ,phr daky dalny shuru kiye phr…
.
Page no 2
.
.
Page no 31
.
.
.page no 42
.
.
Page no 55
.
.
Last page
Aur aj who ek mulk ka saddar he.
The End''
''Ham janday pay they sair ko
kinare kinare naher ko
kutta piya nigahon men
suta piya tha rah men
ham ne gul khila diya
kuttay ko jaga dia
kuttay ne dandi wad li
pinni ki pinni kad li
itne men ham paj paray
cyckle de wich waj paray
kutta magron ley gia
cyckle wala pichay pe gia..''
Har Yug Me Aisa Hota Hai,
Har Student Ishq Me Khota Hai,
Padhayi Reh Jati Hai Sirf Dikhave Ki,
Aur Fir Haal-E-Dil Mark Sheet Par Bayan Hota Hai


+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

~ Tum BiN ~

Journalist To Meera:


Kya Ap
"HumAyuN"
Sy Dor Ho Sakti Ho?

Meera: Qasam Se Mra Bhai Mar Jae Mri Maa Mar Jae
Mera Khana Kharab Ho Agr Me UsSy Dor Hun =P ;->
FILM;

"Destroy Pakistan "

Hero:

President Bush
Co Hero:
Mushraf

Herion:
Condlisa Rise

Villan:
Osama bin laden

Scripted in:
USA
Pakistan

Character Actors:
N Shrif,Qazi,Imran,
Amin Fahim

Friendly y Apperance:
SAUDI king

Comedien:
sheikh Rashid

Suporting Actor:

Hamiid Karzai,

Molana Fazal-ur-Rehmn