Dil kerta hai zameen se ek pather uthaoon.
us pe ?I MISS YOU? Likhoon or tumhare sir pe zoor se maroon ta k tumhain pata chale k How much ?I MISS YOU?::
Newton''s 5th law:
Dunya Gol hai,
Chooha Billi say darta ha, billi Kuttay se, kuta Aadmi say, aadmi Biwi say, or Biwi Choohay say. Hence Proved. Dunya Gol hai.!
Phone ki ring baji.
Husband: Phone mere liye ho to kehna mein ghar pe nahin hoon.
Wife phone pe: Wo ghar pe hain.
Husband: Maine mana kiya that...
Wife: Phone mere liye tha!