i think tum zindgi main kafi aagay jao gay aagay say aagay barthay chalay jao gay quen k jahaan b jao gay gay loag kahain chal chal agay ho. he he ha ha hoooo
molvun k khilaaf bhonknay walon zabaan band karo
molvun k baghair kis kaam k ho zaban band karo
tum aaj mar jao to kon janaza parrhai ga tumhara
molvi hi parrhai ga kuch sharam karo
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka khayal aaya hoga...